Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   Koi Tum Se Agar Poch Bethay....... (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=67556)

Hassan 13th October 2009 08:14 PM

Koi Tum Se Agar Poch Bethay.......
 
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

janumanu 14th October 2009 12:23 AM

[quote=Hassan Rasheed;369616]Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

:) so cute .....

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

behad achy bhayee
bahut hi achy

beautiful !!!!!

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

hmmm ... !!!
sahi bahut sahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

bahut ache bahut achy bhayee

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

behad umdaa bhayee .....

is dafa u are at the best .. bahut achy gahre khyaal... sanjeeda bhi baht

ab laga ki tum kaha se ho ...:)

phool se gunchy se chaman se ho
ya fir mere mahboob vatan se ho

baha ke raste sab seedhy honge
isiliya to sada chal-chalan se ho

bhayee ko uske main jaanta nahi
bhole se uski us bahan se ho

take care

reps Addded :) this time

naresh_mehra110 14th October 2009 12:33 AM

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)

Hassan ji....adaab.....

bahut khub....
sabhi ashaar bahut ache lage mujhe....
dil se daad...kabul kare...

khush rahiye....aise udaas nahi hona chaahiye....

aur apna khayal rakhiyega
duaaon ke saath...

Amanush... 14th October 2009 12:49 AM

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

Hassan Ji...! I am very pleased with this shayri...! It really touched my heart...! :)

Har sher laajawaad hai, tah e dil se daad kabuul karein...!

Thik se apna khayaal rakhiyegaa, ok...?

With blessing...!

:)

Hassan 14th October 2009 08:41 AM

[QUOTE=janumanu;369636]
Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

:) so cute .....

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

behad achy bhayee
bahut hi achy

beautiful !!!!!

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

hmmm ... !!!
sahi bahut sahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

bahut ache bahut achy bhayee

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

behad umdaa bhayee .....

is dafa u are at the best .. bahut achy gahre khyaal... sanjeeda bhi baht

ab laga ki tum kaha se ho ...:)

phool se gunchy se chaman se ho
ya fir mere mahboob vatan se ho

baha ke raste sab seedhy honge
isiliya to sada chal-chalan se ho

bhayee ko uske main jaanta nahi
bhole se uski us bahan se ho

take care

reps Addded :) this time

Vikaas Jii,,,

Aap ne meri shayri ki itni hosla afzaai ki, mera dil khush ho gaya :)

Aur kia kamal likha aap nay:-

phool se gunchy se chaman se ho
ya fir mere mahboob vatan se ho

baha ke raste sab seedhy honge
isiliya to sada chal-chalan se ho

bhayee ko uske main jaanta nahi
bhole se uski us bahan se ho

Boht hi zaberdast,,,

Aap ko meri ghazal itni ziyada pasand aayi, aap ka teh-e-dil se shukar guzaar hon,,,:)

Umeed hai aagay bhi aisay hi aap ka saath milta rahay ga,,

Apna khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,

Purvi 14th October 2009 09:43 AM

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

Hassan jee,

aap ki yeh peshkash ab tak ki mujhe best ghazal lagi... ehesaas to kya kahu???

mujhe hilla kar rakh diyaa....:)

Beshq Daad ke qabil..............

Aise hee likhte rahiye

aur mahefil roshan karte rahiye

aap ki dost

purvi

Hassan 14th October 2009 10:42 AM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 369637)
Hassan ji....adaab.....

bahut khub....
sabhi ashaar bahut ache lage mujhe....
dil se daad...kabul kare...

khush rahiye....aise udaas nahi hona chaahiye....

aur apna khayal rakhiyega
duaaon ke saath...

Naresh Jii,,

Adaab..:)

Aap ko meri kawish achi lagi... teh-e-dil se shukriaaa......
Daad qabool karta hon janab.... :)

Aisay hi saath detay rahiye ga,,
aur duayen bhi,,

Khush rahiye,,,

GOD BLESS YOU,,

sunita thakur 14th October 2009 11:35 AM

bahut khoob likha hai aapne
 
Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

Aslaam HSN jiiii

kaise haiN aap ???

aapne baar baar hume nayota diya apni poetry padne ka to lijiye bhai sahiib aaj hum waqt nikaal kar aa gaye aapki poetry padne :)

sabse phele to yeh bataye ki aapka dil aaj kuch kuch udhas kyu hai :rolleyes: agar aap apni dil ki baat humse share karna chaheN to khushi se kar sakte haiN, hume bhi accha lagega :)

aapki poetry to sach mein kabiley tareef hai, aur vaise bhi sone (Gold) par nikhaar jalne ke baad hi aata hai....hai na ! jab dard ho dil mein poetry tabhi mukaamal banti hai !

hume sabhi sher bahuttttttttttt khaas lage aur last wala sher to dil loot le gaya....wah !

aur maiN VIKAS jii (Janu-Manu) se poori tarah sahmat hoon, ki aaj lag raha hai ki aap kahan se haiN. unka post kiya sher main bhi aapko dedicate karti hoon :)

phool se gunchy se chaman se ho
ya fir mere mahboob vatan se ho

reps +++ added

kush rahiye
duao.n ke saath
:)

naadaan 14th October 2009 12:10 PM

Chote MiyaaN Salaam,

Der aaye magar durust aaye :) Aur Mashallah kya durusti hai!! Subhanallah. Dil khush ho gaya. Highlighted sher bahot achhe lage. Khubsuurti ki baat ye lagi ke sanjidaa ehsaasoN ko ba.Di saadgi se pesh kiya hai aapne. Aisi saadgi jo siidhe dil meiN utar jaaye.

Achhey girah bhi lagaai hai aapne. Shabash. Kush raheN aur mehfil ki raunaq ba.Dhate raheN.

Salaam aur Ijaazat,
Shyam

kwahish 14th October 2009 02:59 PM

Hassan sahab Aadaab..........

wah wah shaab bahut khoob ek behtrin peshkash per dil se nikali daad kabool kijiye...
Agar aap aisa likhenge to daad dene wale khud ba khud aapko daad denge...

Bahut hi khoobsurat khayal aur afaaz istemal kiye hia aapne.... wakai is dafa kamal kiya hai...:) daad .........

Likhate rahiye
khush rahiye..
Khuda Hafez....

Praneeta 14th October 2009 03:48 PM

kya khub likha hai aap ne Hassan Sahab..lajawab!!
yeh padh kar mujhe do lines kahene ko mann kar raha hai...ummid hai aap bura nahi maanege

peete rahe har ashq bebasi ki apni
ab zindagi mein hume koi pyaas nahi

daad qabul kare..........keep writing

Warm Regards
:)

Hassan 14th October 2009 05:20 PM

Quote:

Originally Posted by Mushkil (Post 369639)
Hassan Ji...! I am very pleased with this shayri...! It really touched my heart...! :)

Har sher laajawaad hai, tah e dil se daad kabuul karein...!

Thik se apna khayaal rakhiyegaa, ok...?

With blessing...!

:)

Danny Jii,,

Meri shayri ne aap ka dil chu liya.....
I am very pleased to listen this precious comment...
Aap ki daad qabool karta hon Jii....:)

Ok Boss... main theek se apna khiyaal rakhonga,,, :)

Aap bhi theek se apna khiyaal rakhiye ga,,

Aisay hi saath detay rahiye ga,,,

GOD BLESS YOU,,

stillalive 14th October 2009 05:43 PM

oye hassan bhai baaki batein baad me
aap udaas kyun ho jiii pehle ye bataao...:confused:

itni achi ghazal likhne baad bhi koi udaas ho sakta hai kya???
chalo ab ache bachon ki tarah muskuraao
aapki ye ghazal humein bahut pasand aayi:)

kitne apnepan se aap khud ko begana kar rahe ho ghazal me..
superb mind blowing jii

aise hi likhte raho..

khush raho...:)

Hassan 14th October 2009 08:42 PM

Quote:

Originally Posted by Ek Ghazal (Post 369651)
Hassan jee,

aap ki yeh peshkash ab tak ki mujhe best ghazal lagi... ehesaas to kya kahu???

mujhe hilla kar rakh diyaa....:)

Beshq Daad ke qabil..............

Aise hee likhte rahiye

aur mahefil roshan karte rahiye

aap ki dost

purvi

Purvi Jii,,

Main aap ka mamnoon hon k aap nay meri is adna ki kawish ko ab tak ki best "GHAZAL" kaha.... aur mujhe sab se ziyaada khusi is baat per hui k meri composition mein itni taaqat to hai k is nay aap ko hila kar rakh dia....:)
Daad qabool ki,,, :)

Aisay hi saath detay rahiye,,

Apna khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,

Mohammad Kashif 14th October 2009 08:49 PM

Assalam-o-Alaykum Hassan ji

Janaab kya khoob gazal pesh ki hai aapne dil kanhi kho sa gaya khuch purani baate zehen mein taza ho gayi is khoobsurat kalaam par meri daad hazir hai likhte rahe apna khayaal rakhe...Khuda Hafiz

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

Hassan 15th October 2009 09:39 AM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 369661)
Aslaam HSN jiiii

kaise haiN aap ???

aapne baar baar hume nayota diya apni poetry padne ka to lijiye bhai sahiib aaj hum waqt nikaal kar aa gaye aapki poetry padne :)

sabse phele to yeh bataye ki aapka dil aaj kuch kuch udhas kyu hai :rolleyes: agar aap apni dil ki baat humse share karna chaheN to khushi se kar sakte haiN, hume bhi accha lagega :)

aapki poetry to sach mein kabiley tareef hai, aur vaise bhi sone (Gold) par nikhaar jalne ke baad hi aata hai....hai na ! jab dard ho dil mein poetry tabhi mukaamal banti hai !

hume sabhi sher bahuttttttttttt khaas lage aur last wala sher to dil loot le gaya....wah !

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

aur maiN VIKAS jii (Janu-Manu) se poori tarah sahmat hoon, ki aaj lag raha hai ki aap kahan se haiN. unka post kiya sher main bhi aapko dedicate karti hoon :)

phool se gunchy se chaman se ho
ya fir mere mahboob vatan se ho

reps +++ added

kush rahiye
duao.n ke saath
:)

W/Salam Sunita Jii,,

Adaab!

Main theek hon. Aap kesi hain??

Sab se phelay to main aap ka be-had shukar guzaar hon k aap ne apna qeemti time nikaal kar meri composition read ki,,,

Hmmm,, Sunita Jii,, udaasi ka din to guzar gaya... ab to main happy hon... aisay :). To choriye udaasi wali baton ko,,,,

Aap bhi Vikaas Jii,,se sehmat hain to mujhe boht ziyaada khushi hui,,,:)

Umeed hai aagay bhi aap aisay hi mera sath aur duayen deti rahien gi,,

Apna Khiyaal rakhiye ga,,

GOD BLESS YOU,,

shipra 15th October 2009 11:09 AM

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

Kya baat h hasan ji, har sher taarif ke kaabil h...... padh ke mujhe ek kaavish yaad aa gayi
koi tum se puche kaun hu main to kah dena koi khaas nahi
ek dost h kaccha pacca sa, ek jhoot h aadha saccha sa
superb..... sir

Hassan 15th October 2009 03:58 PM

Quote:

Originally Posted by naadaan (Post 369665)

Chote MiyaaN Salaam,

Der aaye magar durust aaye :) Aur Mashallah kya durusti hai!! Subhanallah. Dil khush ho gaya. Highlighted sher bahot achhe lage. Khubsuurti ki baat ye lagi ke sanjidaa ehsaasoN ko ba.Di saadgi se pesh kiya hai aapne. Aisi saadgi jo siidhe dil meiN utar jaaye.

Achhey girah bhi lagaai hai aapne. Shabash. Kush raheN aur mehfil ki raunaq ba.Dhate raheN.

Salaam aur Ijaazat,
Shyam

Baday Miyaan W/Salam, :)

Han G, Dair se aaya hon umeed hai durust aaya hon :)
Aap ka dil meri is khak kawish se khush hua..
Main aap ka be-had mamnoon hon,

Aap ki nazar ki baareeki nay is mein koi khami nahi nikali, mujhe is baat ki ziyada khushi hai,, aap nay meray sanjeeda ehsaason ko samjha un ki tareef ki,, aik dafa phir se shukria...:)

Aisay hi saath detay rahiye ga,,

Apna khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,

m.mayoos 15th October 2009 07:23 PM

Excellent ghazal, Hassan

This one was very good

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Hassan 15th October 2009 09:51 PM

Quote:

Originally Posted by kwahish (Post 369733)
Hassan sahab Aadaab..........

wah wah shaab bahut khoob ek behtrin peshkash per dil se nikali daad kabool kijiye...
Agar aap aisa likhenge to daad dene wale khud ba khud aapko daad denge...

Bahut hi khoobsurat khayal aur afaaz istemal kiye hia aapne.... wakai is dafa kamal kiya hai...:) daad .........

Likhate rahiye
khush rahiye..
Khuda Hafez....

Sameer Bhai,

Aap ki daad sir ankhon per janab...:)

Mujhe khushi hai k aap ki nazar ki bareeki nay meray likhay mein koi
khami nahi nikaali ....:)

Boht boht shukria...

Aagay bhi aisay hi saath detay rahiye ga,,

Khush rahiye,,

GOD BLESS YOU,,

Hassan 15th October 2009 11:36 PM

Quote:

Originally Posted by Praneeta (Post 369742)
kya khub likha hai aap ne Hassan Sahab..lajawab!!
yeh padh kar mujhe do lines kahene ko mann kar raha hai...ummid hai aap bura nahi maanege

peete rahe har ashq bebasi ki apni
ab zindagi mein hume koi pyaas nahi

daad qabul kare..........keep writing

Warm Regards
:)

Pari Jii,,

Aap ki tareef ka be-had shukria...
Aur aap ki do lines sun kar acha laga, bura nahi manaya...:)
Boht achi likhi aap nay yeh do lines,,,,

Aur Daad qabool ki janab,:)

Aisay hi saath detay rahiye,,

Apna Khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,

Hassan 16th October 2009 11:03 AM

Quote:

Originally Posted by stillalive (Post 369758)
oye hassan bhai baaki batein baad me
aap udaas kyun ho jiii pehle ye bataao...:confused:

itni achi ghazal likhne baad bhi koi udaas ho sakta hai kya???
chalo ab ache bachon ki tarah muskuraao
aapki ye ghazal humein bahut pasand aayi:)

kitne apnepan se aap khud ko begana kar rahe ho ghazal me..
superb mind blowing jii

aise hi likhte raho..

khush raho...:)

Vicky Bhai,

Aap ki baat bikul sahi hai, ab itni achi ghazal bani hai aur itni tareef bhi hui hai to main udaas nahi hon..
Ab happy hon.. aisay kar kay :) :) :)

Aap ne meray likhay ki itni ziyada tareef ki, main aap ko teh-e-dil se shukria kehta hon,,

Aagay bhi aisay hi saath detay rahiye ga,,

Apna Khaiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,

zidd 16th October 2009 12:03 PM

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

mai to sirf naam se zidd hu aap kaam se ziddi hai......:D
apke saare sher acche lage...............
style to hai apme...ye baat to hai..........

this is your best up till now.........

daad.........

regards

Mayank 16th October 2009 12:41 PM

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi
hasan jee,

behad juuda andaaz ho jaata hai aap ka jab aap udaas ho jaate hai.n.. :p

aap ki koshish mujhe achchhii lagii... yuu.n hi koshish zaari rakhiye....

daad haazir hai...

Mayank

Hassan 16th October 2009 03:32 PM

Quote:

Originally Posted by Mohammad Kashif (Post 369781)
Assalam-o-Alaykum Hassan ji

Janaab kya khoob gazal pesh ki hai aapne dil kanhi kho sa gaya khuch purani baate zehen mein taza ho gayi is khoobsurat kalaam par meri daad hazir hai likhte rahe apna khayaal rakhe...Khuda Hafiz

W/salam Kashif Jii,,

Aap ko meri koshish achi lagi aur main aap ki puraani yaadien taaza karnay
mein kamyaab hua, mujhe is baat ki ziyaada khusi hai....:)

Aisay hi saath detay rahiye ga,,,

Take care,,

GOD BLESS YOU,,

Hassan 16th October 2009 11:13 PM

Quote:

Originally Posted by shipra (Post 369829)
Kya baat h hasan ji, har sher taarif ke kaabil h...... padh ke mujhe ek kaavish yaad aa gayi
koi tum se puche kaun hu main to kah dena koi khaas nahi
ek dost h kaccha pacca sa, ek jhoot h aadha saccha sa
superb..... sir

Shipra Jii,,

Hur dafa meri poetry pasand karanay aur mera saath dena ka boht boht shukria:)

Han g,, mujhe bhi yaad aa gayi yeh kaavish, mujhe thori thori yaad hai,
woh kuch youn hai:-

Koi tum say poche kon hon main
Tum keh dena koi khas nahi
Ik dost hai kacha pakka sa
Ik jhoot hai aadha sacha sa
Jazbat ko dhanpay ik parda
Bus ik bahana acha sa
Jevan ka aisa sathi hai
Jo door na ho kar pas nahi
Koi tum se poche kon hon main
Tum keh dena koi khas nahi :)

Umeed hai aagay bhi aap ka aisay hi saath milta rahay ga,,

Apna khiyaal rakhiye ga,,

GOD BLESS YOU,,

Hassan 17th October 2009 12:52 PM

Quote:

Originally Posted by m.mayoos (Post 369881)
Excellent ghazal, Hassan

This one was very good

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

M.mayoos Jii,

Aap ka boht boht shukria saath banay rakhnay ka...:)
Aur meri composition pasand karnay ka....
Teh-e-dil se mamnoon hon,,,

Aisay hi saath detay rahiye ga,,

Take care,,

GOD BLESS YOU,,

Hassan 17th October 2009 11:48 PM

Quote:

Originally Posted by zidd (Post 369903)
mai to sirf naam se zidd hu aap kaam se ziddi hai......:D
apke saare sher acche lage...............
style to hai apme...ye baat to hai..........

this is your best up till now.........

daad.........

regards

Zidd Jii,,

Boht hi mamnoon hon aap ka,
ke aap apna qeemti waqt meri composition per surf kartay hain,,,
Aur isay appreciate kartay hain,,

Aagay bhi aap ko INSHALLAH, niraaash nahi karonga,,,

Bas aap mera saath detay rahiye,,,

Take care,

GOD BLESS YOU,,

Hassan 18th October 2009 01:30 PM

Quote:

Originally Posted by Mayank (Post 369907)

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi
hasan jee,

behad juuda andaaz ho jaata hai aap ka jab aap udaas ho jaate hai.n.. :p

aap ki koshish mujhe achchhii lagii... yuu.n hi koshish zaari rakhiye....

daad haazir hai...

Mayank

Mayank Jii,,

Aap ko yahan dekh kar be-had khushi hui,,
Aur mujhe ziyaad khusi is baat ki hui k aap ko na-cheez ki
khaak- koshish achi lagi.....:)

Aagay bhi INSHALLAH aap ko kuch acha pharnay ko donh ga,,

Sath banaye rakhiye ga,,

Take care,,

GOD BLESS YOU,,

Diya_Jale 19th October 2009 02:11 PM

HSN jee,
Gar aap udas ho kar itni achhi tahrir kah sakte hain
to mere khayal se aapko kabhi kabhi udas rahna chahiye ;)

yahan to bade bade ustad ne aapki bahut tarif kiye hain
wah kai aapki yeh peshkas kabil-e-tarif hai
saare aashar hume pasand aayi

udasiyon ke mousam ko gujar jane dijiye
kalam pe uske ehesaas ko barkrar rakhiye

khus rahiye
ghamo se kosho dur rahiye

aapki dost
Diya

Hassan 19th October 2009 06:53 PM

Quote:

Originally Posted by Diya_Jale (Post 370393)
HSN jee,
Gar aap udas ho kar itni achhi tahrir kah sakte hain
to mere khayal se aapko kabhi kabhi udas rahna chahiye ;)

yahan to bade bade ustad ne aapki bahut tarif kiye hain
wah kai aapki yeh peshkas kabil-e-tarif hai
saare aashar hume pasand aayi

udasiyon ke mousam ko gujar jane dijiye
kalam pe uske ehesaas ko barkrar rakhiye

khus rahiye
ghamo se kosho dur rahiye

aapki dost
Diya

Diya Jii,,

Aap nay apna qeemti waqt meri composition per
barbaad kiya... main shukar guzaar hon,,,,, :)

Likha pasand karnay per mamnoon -o- masroor hon.... :)

Aap ki duayen saath rahi.N to baray baray ustaad
tareef kartay rahien gay.... :)

Aisay hi saath detay rahiye ga,,,

Apna khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,

Dhaval 31st October 2009 10:45 AM

Hasaan Bhaa'ii:

Aadaab!

waah!! aapki ye peShkaSh sach meN bahot hi Khoob haii ! aapne baRii gehrA'ii se ehsaasoN ko lafzoN ke Zar'iiYe peSh kiyaa haii,, aik beHteriN Shuruaat aur aik beHteriN aNjaam diyaa.. Poorii koShiSh bahot hi Khoob rahiiN! duaa hay aap aise hi bazm ki Shaan baRhaate raheN! dil se DheroN saarii daad aur duaaeN!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

vikramjethi 31st October 2009 04:21 PM

Quote:

Originally Posted by Hassan Rasheed (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

Rasheed Saheb,

Adaab!

Bahut khoob likha, udaasi aur jhalahat ka khoob rang bhara hai....

Aise hi likhte rahiye....

Khush rahiye......

Ek dost,
Vikram

Hassan 31st October 2009 08:14 PM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 371945)
Hasaan Bhaa'ii:

Aadaab!

waah!! aapki ye peShkaSh sach meN bahot hi Khoob haii ! aapne baRii gehrA'ii se ehsaasoN ko lafzoN ke Zar'iiYe peSh kiyaa haii,, aik beHteriN Shuruaat aur aik beHteriN aNjaam diyaa.. Poorii koShiSh bahot hi Khoob rahiiN! duaa hay aap aise hi bazm ki Shaan baRhaate raheN! dil se DheroN saarii daad aur duaaeN!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

Dhaval Jii,,

Aap ko yahan dekh kar, hamesha ki tarah
be-had khushi hui,,,,,:)

Aur sone per suhaaga yeh k aap ne na-cheez
ki khaak koshish ko itne ache remarks diye.......

Aap ka pyaar aur duaayen le kar boht khusi hui,,

Sath banaye rakhiye ga,,

Take care n Regardz,
HSN

Hassan 5th December 2009 05:38 PM

Quote:

Originally Posted by vikramjethi (Post 371997)
Rasheed Saheb,

Adaab!

Bahut khoob likha, udaasi aur jhalahat ka khoob rang bhara hai....

Aise hi likhte rahiye....

Khush rahiye......

Ek dost,
Vikram

Vikram Bhai,,

Likha pasand karne ka boht boht shukria...........:)

Sath banaye rakhiye ga,,

Aap ka,,

LAMHA 24th December 2009 09:34 PM

Quote:

Originally Posted by Hassan (Post 369616)
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-

Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi

Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)

wahhhhh..... beautiful indeed.... umdaa ehsaas.... har ek sher dil me utar gaya.... dil se daad hazir hai.... yuhi mehfil ko roshan karte rahiye.... khush rahiye....:)

Hassan 14th August 2014 08:55 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 378972)
wahhhhh..... beautiful indeed.... umdaa ehsaas.... har ek sher dil me utar gaya.... dil se daad hazir hai.... yuhi mehfil ko roshan karte rahiye.... khush rahiye....:)

Lamha dear!

It's been long since I see you!
Where're you dear? Is everything fine?

Jaanta hooN dair ho gayi aate aate,
lekin dair aayed durust aayed! bohat bohat shukriyaaH pazeraayi ke liye! :)

Apna khiyaal rakhna,

DuaooN ke saath,,

Hassan 15th August 2014 12:28 PM

Quote:

Originally Posted by N@zneen (Post 379288)
Very touching.............+++ reps ;-)

Naaz,

Sorry to comment late...!

Thanks a lot for appreciation and your valuable time! :)

Take care,

Regards,

All times are GMT +5.5. The time now is 01:29 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.