Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Ishq (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=2)
-   -   likhne ki zaroorat kya... (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=78762)

Madhu 14 11th March 2015 10:58 AM

likhne ki zaroorat kya...
 
Likhne ki zaroorat kya kahne ka matlab.kya hai
Vo aNkheiN samajh leNgi aaNsoo ka sabab.kya hai

Nam hoti aNkhon ki raNgat bhi nirali hai..
Sharmaye se chehre par muskaan gazab.kya hai

PalkeiN jhuk jati haiN lab sath nhii dete..
Jazbaat bayaan hee nhii to shikwa bhi ab.kya hai

Jis par dil haar gaye aur chain bhi jata raha..
Uski hee manaye khair ye ishq ajab.kya hai

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.

Hassan 11th March 2015 12:11 PM

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai


waaaaaaaaaaaaah... kamaal hii kamaal hy .. Madhu jee..

lagta hy .. kisi khanjar kii tez nok sy lafz likhe haiN... bohat asar-daar haiN...

kia kehny...... iss khoobsorat peskhash ky liye aap ko dherooN daad o mubarakbaad! ..

likhty rahiye...

sameer'shaad' 11th March 2015 01:14 PM

Quote:

Originally Posted by Madhu 14 (Post 474969)
Likhne ki zaroorat kya kahne ka matlab.kya hai
Vo aNkheiN samajh leNgi aaNsoo ka sabab.kya hai

Nam hoti aNkhon ki raNgat bhi nirali hai..
Sharmaye se chehre par muskaan gazab.kya hai

PalkeiN jhuk jati haiN lab sath nhii dete..
Jazbaat bayaan hee nhii to shikwa bhi ab.kya hai

Jis par dil haar gaye aur chain bhi jata raha..
Uski hee manaye khair ye ishq ajab.kya hai

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.



waah waaah waaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh

Madhu ji maine kalpana bhii nahi ki thii ke is baar aapki kalam se itnaa haseen karishmaa janm legaa....... wallah kyaa rawaani hai, kya andaaz hai, kyaa qaafiya ki nakkashii hai...... bahot pyaar se taraashi huii ghazal hai Madhu ji....... merii taraf se aapke liye dher saarii daad aur mubaarakbaad....

aatii rahiyegaa , likhtiii rahiyegaa......

Aur jaisaa ke Hassan bhai ne kahaa..... yun lag raha hai ke keisi khanjar ki tez nok se likhaa hai... chubhan mahsoos hame bhi ho rahii hai... :p

likhti rahiye.. khush rahiye

Shaad.....

aru 14th March 2015 11:58 AM

waah waah....madhu jee..kya baat hai....is baar bhi aapke ehsaason ne kamaal kiya hai.....great work..

Sabhat khan 14th March 2015 06:08 PM

Wah madhu ji kya baat hae,, congrats,,,

Hamdam 15th March 2015 12:31 PM

Madhu ji//

Aap itna acha likti haiN ki dil ke taar jhanjana uthte haiN apka Kalam per ke,
Reps +++ added .

Bahut hi khoobsorat likha is baar aapne :):)

Sanjay Sehgal

Madhu 14 25th March 2015 06:34 PM

Quote:

Originally Posted by Hassan (Post 474976)
Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai


waaaaaaaaaaaaah... kamaal hii kamaal hy .. Madhu jee..

lagta hy .. kisi khanjar kii tez nok sy lafz likhe haiN... bohat asar-daar haiN...

kia kehny...... iss khoobsorat peskhash ky liye aap ko dherooN daad o mubarakbaad! ..

likhty rahiye...

Adaab hassan saheb...
Kya andaaz hai tareef karne ka waaah....behad khushi hoti hai aapko apne kalaam par dekh kar...apko likha hua pasand aaya jankar achcha laga..hausla afzai ka bahut shukriya...
yoon he aapke sath ki ummeed rahegi..
khush rahein...

Madhu 14 8th April 2015 07:23 PM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 474979)
waah waaah waaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh

Madhu ji maine kalpana bhii nahi ki thii ke is baar aapki kalam se itnaa haseen karishmaa janm legaa....... wallah kyaa rawaani hai, kya andaaz hai, kyaa qaafiya ki nakkashii hai...... bahot pyaar se taraashi huii ghazal hai Madhu ji....... merii taraf se aapke liye dher saarii daad aur mubaarakbaad....

aatii rahiyegaa , likhtiii rahiyegaa......

Aur jaisaa ke Hassan bhai ne kahaa..... yun lag raha hai ke keisi khanjar ki tez nok se likhaa hai... chubhan mahsoos hame bhi ho rahii hai... :p

likhti rahiye.. khush rahiye

Shaad.....

Adaab shaad jee...
sabse pahle to main dil se shukraguzar hoon ki aap meri koshishon ko itne dil se padhte hain aur mere ehsason ko samjhte hain.....
ye aap sab ke saath aur hausle ka sila hai ki thoda bahut likh leti hoon main...
yoon hee aage bhi aate rahein...
sath dete rahein...
duaon ke sath..

Qasid 9th April 2015 08:34 AM

Quote:

Originally Posted by Madhu 14 (Post 474969)
Likhne ki zaroorat kya kahne ka matlab.kya hai
Vo aNkheiN samajh leNgi aaNsoo ka sabab.kya hai

Nam hoti aNkhon ki raNgat bhi nirali hai..
Sharmaye se chehre par muskaan gazab.kya hai

PalkeiN jhuk jati haiN lab sath nhii dete..
Jazbaat bayaan hee nhii to shikwa bhi ab.kya hai

Jis par dil haar gaye aur chain bhi jata raha..
Uski hee manaye khair ye ishq ajab.kya hai

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.

Madhu ji - ek umdaa si ghazal meri nazar se chook gayi thi, shukr hai nazar padhi. Mein bhi sabhi doston ki kahi baat doobara kehna chahunga par ek sher mein

kiye jaate kyun ho apni ghazlon se humko ghayal
'Madhu' yeh gaur talab silsila gazab kya hai

Bahut khoob, yunhi bazm roshan karte rahiYee

sameer'shaad' 9th April 2015 09:19 AM

Quote:

Originally Posted by Madhu 14 (Post 475848)
Adaab shaad jee...
sabse pahle to main dil se shukraguzar hoon ki aap meri koshishon ko itne dil se padhte hain aur mere ehsason ko samjhte hain.....
ye aap sab ke saath aur hausle ka sila hai ki thoda bahut likh leti hoon main...
yoon hee aage bhi aate rahein...
sath dete rahein...
duaon ke sath..



aapki inaaayyat aur zarraa nawaazi hai madhu saahibaa jo aap aisaa samajhtii hain... ummeed hai hame aapke aur bhii haseen kalamaat padhne ko milte rahenge......khush rahiye

Shaad....

Madhu 14 11th May 2015 10:31 PM

Quote:

Originally Posted by aru (Post 475055)
waah waah....madhu jee..kya baat hai....is baar bhi aapke ehsaason ne kamaal kiya hai.....great work..

arvind jii.....
aapke sath ke liye abhari hoon main...
dhanywaad.. aate rahein....

masoomshayer 13th May 2015 07:10 AM

saare sher bahut achhe hain bahut achhaa lagaa apdh ke

sunita thakur 13th May 2015 10:23 AM

Quote:

Originally Posted by Madhu 14 (Post 474969)
Likhne ki zaroorat kya kahne ka matlab.kya hai
Vo aNkheiN samajh leNgi aaNsoo ka sabab.kya hai

Nam hoti aNkhon ki raNgat bhi nirali hai..
Sharmaye se chehre par muskaan gazab.kya hai

PalkeiN jhuk jati haiN lab sath nhii dete..
Jazbaat bayaan hee nhii to shikwa bhi ab.kya hai

Jis par dil haar gaye aur chain bhi jata raha..
Uski hee manaye khair ye ishq ajab.kya hai

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.


hmmmm Madhu Bala ji, bahut khoobsurat gazal kahi hai aapne, sabhi ashiyaar tareef ke kabil hai...dua hai ki aapki kalam aise hi chalti rhe.

love

Madhu 14 26th May 2015 05:46 PM

Quote:

Originally Posted by Sabhat khan (Post 475061)
Wah madhu ji kya baat hae,, congrats,,,

Shukriya shabhat khan ji...
.kahaan mashroof hain aap aajkal...
aate rahiye...

ISHK EK IBADAT 27th May 2015 01:16 PM

Quote:

Originally Posted by Madhu 14 (Post 474969)
Likhne ki zaroorat kya kahne ka matlab.kya hai
Vo aNkheiN samajh leNgi aaNsoo ka sabab.kya hai

Nam hoti aNkhon ki raNgat bhi nirali hai..
Sharmaye se chehre par muskaan gazab.kya hai

PalkeiN jhuk jati haiN lab sath nhii dete..
Jazbaat bayaan hee nhii to shikwa bhi ab.kya hai

Jis par dil haar gaye aur chain bhi jata raha..
Uski hee manaye khair ye ishq ajab.kya hai

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.


lajwaad madhu jee wah wah hi nikal rahi hi padhkar
likhti rahen

radhe radhe

Madhu 14 26th June 2015 08:56 AM

Quote:

Originally Posted by Hamdam (Post 475062)
Madhu ji//

Aap itna acha likti haiN ki dil ke taar jhanjana uthte haiN apka Kalam per ke,
Reps +++ added .

Bahut hi khoobsorat likha is baar aapne :):)

Sanjay Sehgal

thanksss for points sanjay jiii.......aapka sath yoon hee milta rahega yahi ummmeed hai........

masti 29th June 2015 06:09 PM

Bohut khoob.......madam!!

Maine kaise miss kar diya!!

Bohut pasand aaya aur dil ko choo gaya.

Madhu 14 27th July 2015 01:16 PM

Quote:

Originally Posted by mast (Post 475860)
Madhu ji - ek umdaa si ghazal meri nazar se chook gayi thi, shukr hai nazar padhi. Mein bhi sabhi doston ki kahi baat doobara kehna chahunga par ek sher mein

kiye jaate kyun ho apni ghazlon se humko ghayal
'Madhu' yeh gaur talab silsila gazab kya hai

Bahut khoob, yunhi bazm roshan karte rahiYee

Aapke sath aur daad ka bahut shukriya anu..
bahut khoob sher kaha aapne....bas sath banayein rakhein taki ye likhne aur padhne ka silsila yoon hee chalta rahe...

trialbyfire 28th July 2015 07:16 PM

Madhu ji,

Aapka likha hua hamesha hi bahaut acacha hota hai...bahaut khoobsoorti se likha hai aapne...padhkar acacha laga...yeh 2 sher dil ke kareeb rahe.

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.

Shukriya share karne ke liye.

Madhu 14 4th September 2015 03:50 PM

Quote:

Originally Posted by masoomshayer (Post 477632)
saare sher bahut achhe hain bahut achhaa lagaa apdh ke

Bahut bahut shukriya...
Masoom ji......khushi huyi kalaam pasand aa saka aapko...

Aate rahiyega.....

sabaa kiyani 7th September 2015 03:13 PM

aapko is ghazal par daad dane ki zaroorat hai madhu ji

Madhu 14 30th September 2015 10:15 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 477652)
hmmmm Madhu Bala ji, bahut khoobsurat gazal kahi hai aapne, sabhi ashiyaar tareef ke kabil hai...dua hai ki aapki kalam aise hi chalti rhe.

love

Aapke pyaar aur sath ka dil se shukriya di...ye ghazal mujhe bhi bahut pasand hai..

Aap sab ko pasand aaye aisa likhti rahoon yahi koshish rahti hai....

Aati rahiyega...
Tkcr.
Regards

Dhaval 1st October 2015 01:02 PM

Madhu jee

Namaste

Dilkash aur umdaah koshish par dil se daad

Likhte rahiye aage bhee


Aapka

Dhaval

Madhu 14 31st October 2015 10:38 AM

Quote:

Originally Posted by ISHK EK IBADAT (Post 478537)
lajwaad madhu jee wah wah hi nikal rahi hi padhkar
likhti rahen

radhe radhe

Aapke sath aur asheerwaad ki abhari hoon...rajinder ji...

Aate rahiyega...

Tkcr...

Madhu 14 25th November 2015 04:16 PM

Quote:

Originally Posted by masti (Post 480622)
Bohut khoob.......madam!!

Maine kaise miss kar diya!!

Bohut pasand aaya aur dil ko choo gaya.

Bahut thank u dear...chaliye der se sahi aapki nazar e inayat huyi....aati rahiyega...
Aapke dil ko chhoo payi khushi huyi....:)

Takecare...

Madhu 14 15th December 2015 02:03 PM

Quote:

Originally Posted by Sweet_Rain (Post 483560)
Madhu ji,

Aapka likha hua hamesha hi bahaut acacha hota hai...bahaut khoobsoorti se likha hai aapne...padhkar acacha laga...yeh 2 sher dil ke kareeb rahe.

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.

Shukriya share karne ke liye.

Hi jiya...har baar tumhara sath pakar bahut khushi hoti hai...
Aise hee hausla badhati rahna aur aati rahna..
Bahut dino se aapne kuch share nahi kiya...jaldi aana sdc par .

Takecare..
Madhu

Madhu 14 2nd January 2016 10:22 PM

Quote:

Originally Posted by sabaa kiyani (Post 486426)
aapko is ghazal par daad dane ki zaroorat hai madhu ji

Aapne ghazal ko daad ke kabil samajh.khushi huyi sabaji....

Shukriya aapka..

Aate rahiyega....

Take care
Madhu

Madhu 14 17th January 2016 02:54 PM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 487617)
Madhu jee

Namaste

Dilkash aur umdaah koshish par dil se daad

Likhte rahiye aage bhee


Aapka

Dhaval

Shukriya dhaval sahab.....

Aate rahiyega.....

Take care
Madhu

Madhu 14 10th February 2020 01:33 PM

Quote:

Originally Posted by trialbyfire (Post 483560)
Madhu ji,

Aapka likha hua hamesha hi bahaut acacha hota hai...bahaut khoobsoorti se likha hai aapne...padhkar acacha laga...yeh 2 sher dil ke kareeb rahe.

Har saaNs pe yaad karooN har jagah tujhe dekhooN..
Bin bole samajh lo na mere dil meN sab.kya hai

Dil se rishta iska meethi sii madhu sargam..
ye ishq nahii jane kya dharm mazhab.kya hai.

Shukriya share karne ke liye.


Bahot bahot shukriya......deri k liye mazrat kwaah hun...aapki daad ka Dil se shukriya..aate rahiye.

Salamat rahein🙂


All times are GMT +5.5. The time now is 09:32 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.