Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Doston Ki SMS Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=39)
-   -   agaaz (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=22461)

1 unsuni dastan 4th May 2004 07:20 PM

agaaz
 
agaaz to hota hai par anjaam nahi hota jab meri kahani me uska naam nahi hota. julfo ki qaid gum ho jae agar rahi koi badnaam sahi lekin gumnaam nahi hota,haans haans ke is javan dil ke kyu na chune hum tukde har ek ki kismat me 'mere mehboob' jaisa inaam nahi hota.

"hirak" 23rd January 2008 03:29 PM

SAPNE TO AKHER SAPNE HAI SAPNO SE KOI ASS NAHI ... PYAAR MILTA HAI KISMAT WALON KO BUT .... KISMAT HE TO HUMARE PASS NAHI

dineshdharvi 23rd January 2008 03:31 PM

Quote:

Originally Posted by "hirak" (Post 267203)
SAPNE TO AKHER SAPNE HAI SAPNO SE KOI ASS NAHI ... PYAAR MILTA HAI KISMAT WALON KO BUT .... KISMAT HE TO HUMARE PASS NAHI

kismat se atbar kisko hai
mil jaaye agar khushi to inkar kisko hai
kuch to majbooriya hoti hai jindagi me dost
varna juday se pyar kisko hai

"hirak" 23rd January 2008 03:32 PM

KOI AATA HAI JINDAGI MAIN TO CHALA JATA HAI KOI
UNSUNI SI DASTAN CHUPKE SE SUNATA HAI KOI
"HIRAK" KYUN KAREHUM JAMANE KA GILLA
MOUT KE BAAD BHI JAMI KE BULATA HAI KOI

"hirak" 23rd January 2008 03:39 PM

Be Frnd
 
Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 267204)
kismat se atbar kisko hai
mil jaaye agar khushi to inkar kisko hai
kuch to majbooriya hoti hai jindagi me dost
varna juday se pyar kisko hai


WO ROYE TO BAHUT LAKIN MUH MODE KE ROYE ..
GILLA YAHI HAI MUJHE KE WO MUJHSE MUH MOD KE ROYE..
MERE SAMNE JO TOD DI MERI TASVEER USNE ...
PATA CHALA KE BAAD MAIN WAHI TASVEEN WO JOD KE ROYE

dineshdharvi 23rd January 2008 03:46 PM

Quote:

Originally Posted by "hirak" (Post 267209)
WO ROYE TO BAHUT LAKIN MUH MODE KE ROYE ..
GILLA YAHI HAI MUJHE KE WO MUJHSE MUH MOD KE ROYE..
MERE SAMNE JO TOD DI MERI TASVEER USNE ...
PATA CHALA KE BAAD MAIN WAHI TASVEEN WO JOD KE ROYE

wo barish hi kya,jisme bhiga na jaye,
wo bichadna hi kya jisme aansu na aaye,
tasveer thi tumari uske dilme

par is baat ko batana use na aaye

HIRAK 24th January 2008 06:25 PM

Hirak
 
Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 267212)
wo barish hi kya,jisme bhiga na jaye,
wo bichadna hi kya jisme aansu na aaye,
tasveer thi tumari uske dilme

par is baat ko batana use na aaye



WO DARD DE GAY APPNA BANKE
KYA GILA KASUR TO ANKHON KA THA..
WO DHADKAN BAN BAS GAYA DIL MAIN.
KYA GILA KASUR TO SANSON KA THA

HIRAK 24th January 2008 06:28 PM

Na Jane Kyun Wo Khel Gaya Dil Se Majboor Hoga Jo Usne Aisa Kiya...
Mere Zindagi Ko Roshan Karke Kyun Bhuja Diya Usne Muhabbat Ka Diya.....

Ajj Bhi Use Puchna Chahti Hoon .... Lakin Bebas Hoon Pooch Nahi Sakti ...
Pooch Bhi Loongi Usse Ager ... Tohin Meri Chahat Ki Hai

dineshdharvi 24th January 2008 07:46 PM

Quote:

Originally Posted by HIRAK (Post 267351)
Na Jane Kyun Wo Khel Gaya Dil Se Majboor Hoga Jo Usne Aisa Kiya...
Mere Zindagi Ko Roshan Karke Kyun Bhuja Diya Usne Muhabbat Ka Diya.....

Ajj Bhi Use Puchna Chahti Hoon .... Lakin Bebas Hoon Pooch Nahi Sakti ...
Pooch Bhi Loongi Usse Ager ... Tohin Meri Chahat Ki Hai

dil se nikali dua hai humari
zindagi main mile apko khushiya saari
gum na de khuda apko kabhi
chahe to ek khushi kam karde humari
apko apke pyar se milade yahi dua hai humari.

karamjaan 21st February 2008 08:37 PM

KYA HUA JO DIL TUT GAYA AISA TO HAR BAR HOTA HAI,
NAFRAT WALE HASTE HAI ISHQ HAR WAQT ROTA HAI,

faraj_maqbool 21st February 2008 11:08 PM

Mere gam ko jo samajh sake,koi aisa nahi.
sukun ban kar dil main utar sake, koi aisa nahi.
Mere gam ko....................................
alfaj churate hai log dusaro ki juban se
khud apni baat kah sake, koi aisa nahi.
Mere gam ko....................................
duniya jitne ki hasrat hai har ek dil main
jo mout ko hara sake, koi aisa nahi.
Mere gam ko....................................
Milte hai log mujhse dosto ki sakal main
jo meri rooh ko samajh sake,koi aisa nahi
Mere gam ko....................................
in roshan gharon ke ander ye bujhi bujhi si zindagi
jo inko hasa sake, koi aisa nahi
Mere gam ko....................................
mahfilo main bhi kyon tanhai ka sikar hoon main
jo "FARAJ" ko bata sake, koi aisa nahi
Mere gam ko....................................

yash chawla 21st February 2008 11:10 PM

wah bahut achcha likha hai aapne keep posting ,,,,,,,,,,,
Quote:

Originally Posted by faraj_maqbool (Post 272497)
Mere gam ko jo samajh sake,koi aisa nahi.
sukun ban kar dil main utar sake, koi aisa nahi.
Mere gam ko....................................
alfaj churate hai log dusaro ki juban se
khud apni baat kah sake, koi aisa nahi.
Mere gam ko....................................
duniya jitne ki hasrat hai har ek dil main
jo mout ko hara sake, koi aisa nahi.
Mere gam ko....................................
Milte hai log mujhse dosto ki sakal main
jo meri rooh ko samajh sake,koi aisa nahi
Mere gam ko....................................
in roshan gharon ke ander ye bujhi bujhi si zindagi
jo inko hasa sake, koi aisa nahi
Mere gam ko....................................
mahfilo main bhi kyon tanhai ka sikar hoon main
jo "FARAJ" ko bata sake, koi aisa nahi
Mere gam ko....................................


BHARGAV KUMAR 16th December 2008 05:19 PM

Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 267204)
kismat se atbar kisko hai
mil jaaye agar khushi to inkar kisko hai
kuch to majbooriya hoti hai jindagi me dost
varna juday se pyar kisko hai

NA JANE KYU LOG INKAR KO IKRAR KEHTE HE,OR KHAMOSHI KO IZHAR KEHTE HE,EK KHUBSURUT DHOKA HE OR HUM JINHE PYAR KEHTE HE...........................................


All times are GMT +5.5. The time now is 12:12 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.