Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 25 of 25
Search took 0.01 seconds.
Search: Posts Made By: shaikh ashri
Forum: Shayri-e-Ishq 17th August 2012, 11:03 AM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
mehfil e yaar ki reh jayegi aadhi raonaq. naaz...

mehfil e yaar ki reh jayegi aadhi raonaq.
naaz ko usne agar anjuman-aara na kiya.

(hasrat mohani)
raonaq = khoobsurati, dilkashi
naaz = naaz nakhrey
anjuman-aara karna = in simple words "sab k...
Forum: Shayri-e-Ishq 17th August 2012, 10:53 AM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
yu(n) shukr e jor karte hai(n) tere ada shanas. ...

yu(n) shukr e jor karte hai(n) tere ada shanas.
goya woh jaante hi nahi(n) hai gila hai kya.

(hasrat mohani)

jor = zulm
ada shanas = aadat ko samajhne wala.
gila = shikayat
Forum: Shayri-e-Ishq 17th August 2012, 10:51 AM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
kisi ki yaad mei(n) dunya ko hai(n) bhulaye huye....

kisi ki yaad mei(n) dunya ko hai(n) bhulaye huye.
zamana guzra hai apna khayal aaye huye.

(nm)
Forum: Shayri-e-Ishq 17th August 2012, 10:47 AM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
zindagi naam hai judai ka. aap aaye to ye...

zindagi naam hai judai ka.
aap aaye to ye khayal aaya.

Nm
Forum: Ghazal Section 25th March 2011, 03:43 AM
Replies: 2
Views: 1,850
Posted By shaikh ashri
rooh ko tadpa rahi hai unki yaad.

rooh ko tadpa rahi hai unki yaad.
dard ban kar chha rahi hai unki yaad.

ishq se ghabra rahi hai unki yaad.
rukte rukte aa rahi hai unki yaad.

woh hanse woh zer-e-laab kuch keh uthey.
...
Forum: Anjuman-e-Shayri 25th March 2011, 03:39 AM
Replies: 1
Views: 2,037
Posted By shaikh ashri
mere hamnafas mere hamnava...................

mere hamnafas mere hamnava mujhe dost ban ke dagha na de.
main hoon dard-e-ishq se jaan ba'lab mujhe zindagi ki dua na de.
hamnafas = saath saans lene wala, dost.
hamnava = awaz mein awaz...
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd March 2011, 02:55 AM
Replies: 0
Views: 905
Posted By shaikh ashri
ishq mujhko nahin wehshat hi sahi.

ishq mujhko nahin wehshat hi sahi.
meri wehshat teri shohrat hi sahi.
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th March 2011, 02:53 AM
Replies: 5
Views: 5,116
Posted By shaikh ashri
momin khan momin ke kya kehne hain sahab.

momin khan momin ke kya kehne hain sahab.
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 25th June 2010, 06:09 PM
Replies: 0
Views: 1,822
Posted By shaikh ashri
Smile aaye zubaa(n) pe raaz-e-mohabbat muhaal hai.

aaye zubaa(n) pe raaz-e-mohabbat muhaal hai.
tum se mujhe azeez tumhara khayaal hai.

dil tha tere khayaal se pehle chaman chaman.
ab bhi rawish rawish hai magar paaemaal hai.

kambakht is...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 21st June 2010, 03:54 PM
Replies: 2
Views: 3,603
Posted By shaikh ashri
nazar mila k mere paas aa ke loot liya.

nazar mila k mere paas aa ke loot liya.
nazar hati thi k phir muskura k loot liya.

duhai hai mere allah ki duhaai hai.
kisi ne mujhse hi mujh ko chupa k loot liya.

salaam us pe k jis ne utha...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 21st June 2010, 03:52 PM
Replies: 0
Views: 1,517
Posted By shaikh ashri
ye jo hai hukm mere paas na aaye koi

ye jo hai hukm mere paas na aaye koi
is liye rooth rahe hain k manaye koi.

taak mein hai nigah-e-shaoq khuda khair kare.
saamne se mere bachta hua jaye koi.

haal aflaak-o-zameen ka jo bataya...
Forum: Anjuman-e-Shayri 22nd March 2010, 10:28 PM
Replies: 4,648
Views: 689,181
Posted By shaikh ashri
[quote=Baqtiar;386720] Am Always ready to LEARN...

[quote=Baqtiar;386720]
Am Always ready to LEARN
But HATE being taught

khuda ke rasool ne farmaya hai ke aqalmand woh hai jo nasihat per amal kare ab faisla aapke haath hai ke aap kya hain.
Forum: Anjuman-e-Shayri 22nd March 2010, 10:15 PM
Replies: 4,648
Views: 689,181
Posted By shaikh ashri
agar aap ek "uncomplete dream" hain to please...

agar aap ek "uncomplete dream" hain to please apna naam khwahish ki bjaye hasrat rakh len, kyuki hasrat ke meaning hote hain uncomplete dream na k khwahish ke
Forum: Anjuman-e-Shayri 22nd March 2010, 10:12 PM
Replies: 4,648
Views: 689,181
Posted By shaikh ashri
is ke baare mein kya raye hai aate hi...

is ke baare mein kya raye hai

aate hi kunj-e-qafas mein chup si mujh ko lag gai
le ude kya hosh tere taaqat-e-parwaaz bhi.
Forum: Anjuman-e-Shayri 22nd March 2010, 10:07 PM
Replies: 4,648
Views: 689,181
Posted By shaikh ashri
janab jawab arz hai. AAPKE IS SHER K JAWAB MEIN...

janab jawab arz hai.
AAPKE IS SHER K JAWAB MEIN MIRZA GHALIB KEHTE HAIN,

ISHQ PER ZOR NAHIN YE HAI WOH AATISH GHAALIB
JO LAGAYE NA LAGE AUR BUJHAYE NA BANE.
Forum: Anjuman-e-Shayri 22nd March 2010, 10:00 PM
Replies: 0
Views: 1,276
Posted By shaikh ashri
bazm-e-sukhan

aadab dosto(n)!
shamm-e-shayri ke parwano(n) ye thread is gharaz se shuru kiya ja raha hai k fan-e-shayri ke kuch usool hum samajh sake(n) taki hamare shero(n) mein bhi woh husn paida ho jo...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 22nd March 2010, 09:57 PM
Replies: 0
Views: 1,990
Posted By shaikh ashri
bazm-e-sukhan

aadab dosto(n)!
shamm-e-shayri ke parwano(n) ye thread is gharaz se shuru kiya ja raha hai k fan-e-shayri ke kuch usool hum samajh sake(n) taki hamare shero(n) mein bhi woh husn paida ho jo mashhoor...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 22nd March 2010, 09:30 PM
Replies: 33
Views: 70,657
Posted By shaikh ashri
sach kahoon to jaan hi le li very nice thought ...

sach kahoon to jaan hi le li
very nice thought
keep doing
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 22nd March 2010, 09:07 PM
Replies: 2
Views: 15,526
Posted By shaikh ashri
aapka maqsad-e-kaar padha aur khushi hui ye jaan...

aapka maqsad-e-kaar padha aur khushi hui ye jaan kar k qadeem sho'ara ko aap pasand karte hain aur pasand se aage unhen samajhne ki koshish bhi karte hain warna purani shaeri se to aaj kal log bhagte...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 10th March 2010, 03:54 AM
Replies: 3
Views: 1,631
Posted By shaikh ashri
[quote=Parul;385943] humne dekha hai kayi aise...

[quote=Parul;385943]
humne dekha hai kayi aise khudaaon ko yahaa
saamne jinke wo sach much ka khudaa kuchh bhi nahi

is sher se aapka kya matlab hai zara samjha deejiye plz
kyunki is sher se...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 10th March 2010, 03:51 AM
Replies: 3
Views: 1,631
Posted By shaikh ashri
[quote=Parul;385943] dil bhi ek zid pe adaa...

[quote=Parul;385943]

dil bhi ek zid pe adaa hai kisi bachche ki tarah
ya to sab kuchh hi ise chaahiye ya kuchh bhi nahi

behtreen sher
good:)
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 10th March 2010, 03:48 AM
Replies: 3
Views: 1,631
Posted By shaikh ashri
[quote=Parul;385943] mere in haathon ki chaaho...

[quote=Parul;385943]
mere in haathon ki chaaho to talaashi le lo
mere haathon mein lakiiron ke siwa kuchh bhi nahi


haatho(n) ki lakeero(n) k farebo(n) pe na jaana.
jyotish ki dukaano(n) pe...
Forum: Shayri-e-Ishq 6th March 2010, 05:17 PM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
"taghaful hum se aur ghaeron se shanasai hai. ...

"taghaful hum se aur ghaeron se shanasai hai.
aah! zalim ka kya andaz-e-dilrubai hai."
Forum: Shayri-e-Ishq 2nd March 2010, 01:44 PM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
woh aaine ko bhi hairat mein daal deta hai. ...

woh aaine ko bhi hairat mein daal deta hai.
kisi kisi ko KHUDA ye kamaal deta hai.
Forum: Shayri-e-Ishq 2nd March 2010, 01:10 PM
Replies: 8,494
Views: 1,422,722
Posted By shaikh ashri
roya karenge aap bhi pehron isi tarha. atka...

roya karenge aap bhi pehron isi tarha.
atka kahin jo aapka dil bhi meri tarha.
(pehron = ghanto(n) )

na taab wasl mein hai na aaram hijr mein.
kambakht dil ko chain nahin hai kisi tarha.
...
Showing results 1 to 25 of 25

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com