Shayri.com
>
Search Forums
Search Results
User Name
Remember Me?
Password
Page 1 of 4
1
2
3
4
>
Showing results 1 to 40 of 137
Search took
0.01
seconds.
Search:
Posts Made By:
vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
20th February 2009, 06:59 PM
Replies:
4
hum ga na sake
Views:
862
Posted By
vaishali
hum ga na sake
waqt ga raha tha raag,
hum hi geet ga na sake,
bun raha tha kai sare khawab
hum unhe aankhon par saja na sake,
roye hain is qadar apne halaat par,
rona bhi chaha to ek aansoo baha na sake
...
Forum:
Shayri-e-Dard
26th January 2009, 04:53 AM
Replies:
4
jo bhi diya
Views:
590
Posted By
vaishali
shukriya
bahut bahut shukriya rashid sahib
Forum:
Shayri-e-Dard
23rd January 2009, 06:03 AM
Replies:
4
jo bhi diya
Views:
590
Posted By
vaishali
Thanks
Thanks amit for reading it , bahut bahut shukriya .
Vaishali.
wo har lamha ,teri yad main mit gaya,
afsaneh jo likha maine , ek kitab main simat gaya.
Forum:
Shayri-e-Dard
22nd January 2009, 02:36 PM
Replies:
4
jo bhi diya
Views:
590
Posted By
vaishali
jo bhi diya
Jo bhi diya is duniya ne Use apna banate gaye
Chalte rahe katon par haste haste
Aur pholon se zakham khate gaye
Arzoo thi ki hum bhi kare shikva kabhi
Par jane kyun har gila waqt ke sath...
Forum:
Shayri-e-Dard
6th January 2009, 01:00 PM
Replies:
4
Yunh to jeene
Views:
533
Posted By
vaishali
shukriya
Shukriya aap sabhi ka, kabhi to lagta hai jaise aajkal padhane walon ki kami si hai , lekin jab aap sabki hausla afjai dekhte hain to lagta hai , hum akele nahin hai .bahut bahut shukriya.
...
Forum:
Shayri-e-Dard
5th January 2009, 09:55 AM
Replies:
4
Yunh to jeene
Views:
533
Posted By
vaishali
Yunh to jeene
"Yunh to jeene ke bahane bahut hain, zindagi ke safar main anjane bahut hai , har zindagi ek kahani hai , har zindagi ke fasane bahut hain"
vaishali saral
Forum:
Shayri-e-Dard
3rd January 2009, 10:24 PM
Replies:
2
na tha manjoor
Views:
561
Posted By
vaishali
shukriya sunita ji , kaisi hai aap , kya kahein...
shukriya sunita ji , kaisi hai aap , kya kahein ki mashrufiyat itani badh jati hai ki online hote hue bhi bat nahin kar paye hum aapse , uske liye maaf kijiye .
Vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
3rd January 2009, 09:23 PM
Replies:
2
na tha manjoor
Views:
561
Posted By
vaishali
na tha manjoor
Na tha manjoor kismat ko ,
ki main muskaraun bhi ,
mujhe rulane ki zid hai use,
uski har koshish par hasna mera junoon hai,
wo mujhse khafA khafa hai magar,
Forum:
Shayri-e-Dard
21st December 2008, 05:05 AM
Replies:
1
karvan gujarta gaya
Views:
654
Posted By
vaishali
karvan gujarta gaya
kuch toot raha hai dheere dheere
syah hote ja rahe hain andhere gahare
har ek din marti hai aas meri
jane kis tarah bhuje ye pyas meri
rah main kho gaye musafir chalte chalte
intezar main...
Forum:
Shayri-e-Dard
26th November 2008, 10:28 AM
Replies:
2
Dil tuta
Views:
1,269
Posted By
vaishali
Dil tuta
Dil toota itani bar
ke pathar ho gaya
zahar piya itani bar
ke zahar bhi amrit ho gaya
ghamo ki lat aisi lagi
har ghum bhi ek khushi ho gaya
waqt gujarta raha apni tarah
Forum:
Shayri-e-Dard
16th November 2008, 02:56 AM
Replies:
0
kuch to hai fizaon main
Views:
563
Posted By
vaishali
kuch to hai fizaon main
Kuch to hai fizaon main Ki sab jala jata hai
Koi aag hai , ya koi sharab hai
ek zahar sa sanson main ghula jata hai
Kar lete hain zabt aankhen ye nazare
Banker tasveer aankhon main basa...
Forum:
Shayri-e-Dard
5th November 2008, 09:08 AM
Replies:
2
sab kho gaye
Views:
507
Posted By
vaishali
thanks
thank you dhaval ji , yunhi hausla badhate rahye
Forum:
Shayri-e-Dard
5th November 2008, 04:39 AM
Replies:
2
sab kho gaye
Views:
507
Posted By
vaishali
sab kho gaye
kuch apne the kuch sapne the
kuch pahchane the kuch anjane the
waqt ki daud main wo sab
jane kanha kho gaye
sab kuch to apna tha kuch der pahale
aaj hum itane begane se ho gaye
tanhai se...
Forum:
Shayri-e-Dard
20th October 2008, 10:19 PM
Replies:
3
hume to adat
Views:
584
Posted By
vaishali
hume to adat
Hume to adat hai muskrane ki
Yunhi kabhi muskrat lete hain
Jab udasi hume gher leti hai
Apne ashk hum chupa lete hain
Ek lamha jo khawab ki tarah aaya
Koi pooche to fasana bata dete hain
...
Forum:
Shayri-e-Dard
13th October 2008, 01:33 AM
Replies:
2
zinda hun main
Views:
551
Posted By
vaishali
zinda hun main
meri khamoshi se samjhte hain log,
ki main ek murda hun,
kaise bataun ki kaid sanson
ki beech zinda hun main
kafir samjhte hain wo mujhe ,
Forum:
Shayri-e-Dard
10th October 2008, 11:57 AM
Replies:
10
kanch ke tukdo
Views:
883
Posted By
vaishali
Shukriya
Shukriya aap sabhi ka , ki aap ne meri kavita ko padha aur pasand kiya , isi tarah padhte rahiye aur hausla badhate rahiye.
Regards
Vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
10th October 2008, 12:29 AM
Replies:
10
kanch ke tukdo
Views:
883
Posted By
vaishali
Thanks everybody , thanks for suggestions .a...
Thanks everybody , thanks for suggestions .a appreciate that you read my poems and liked it.
Vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
7th October 2008, 11:50 PM
Replies:
10
kanch ke tukdo
Views:
883
Posted By
vaishali
kanch ke tukdo
kanch ke tukdo ko sametna ki chahat main
hum khud ko zamkham laga baithe
khawaish to thi phoolon ki
kanton se dil laga baithe
duniya main apne bhi kahna hote hain apne
hum parayon ko apna...
Forum:
Shayri-e-Dard
29th September 2008, 12:02 PM
Replies:
2
main muskara na paya
Views:
664
Posted By
vaishali
main muskara na paya
Wo gum tha kis khushi Dil samjh nahin paya
Main khush hun ya roun Jab tu mere kareeb aya
Wo tanha si khamoshiya Wo lamha dil bhula na paya
Wo chupchap si sargoshiyan Wo pal jakar phir nahin...
Forum:
Shayri-e-Dard
19th September 2008, 07:05 PM
Replies:
9
muskrana hi tha
Views:
789
Posted By
vaishali
shukriya
shukriya aap ka zainy sahab aur sunita ji , jo aap ko mere ye sher bhi pasand aaye , ek shyar ke dil ki bat samjhne ke liye uske alfaz sun na jayda jaruri hai aisa mera manna hai , sunita ji aapne...
Forum:
Shayri-e-Dard
19th September 2008, 10:28 AM
Replies:
9
muskrana hi tha
Views:
789
Posted By
vaishali
muskrana hi tha
dil tuta,use tut hi jana tha
kasoor mera ,tujhe chahna tha
khud ko dard dene ka shauk hai
mujhe,ye zakham to khana hi tha
parayon se ummid kar rahe the hum
unhe to duniya main kho jana hi...
Forum:
Shayri-e-Dard
9th September 2008, 12:22 AM
Replies:
1
tere liye
Views:
714
Posted By
vaishali
tere liye
Ab bas dua nikalti hai tere liye
Duniya ki khushi tere liye
Aur ye aansoo mere liye
Gum ka ilaz gum hi hai
Phool tere liye kante mere liye
Zakham khakar bhi muskrayenge hum
Ab na koi...
Forum:
Shayri-e-Dard
3rd September 2008, 09:22 AM
Replies:
4
zindagi tu bewafa to nahin
Views:
652
Posted By
vaishali
shukriya sunita ji aapne meri peshkash ko saraha...
shukriya sunita ji aapne meri peshkash ko saraha uske liye main bahut abhari hun , aur tareef ke liye shukriya kash ye sach hota .
yunhi likhti rahiye
Regards
Vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
26th August 2008, 03:14 AM
Replies:
4
zindagi tu bewafa to nahin
Views:
652
Posted By
vaishali
zindagi tu bewafa to nahin
Maloom hai mujhe ki zindagi
Mujhse kafa to nahin hai
Par kaise yakeen karun ki
Wo bewafa bhi nahin hai,
Zindagi tere saye main simat
Jane ko jee chahata hai aaj
Par darte hain ki kanhi...
Forum:
Shayri-e-Dard
8th August 2008, 11:46 AM
Replies:
29
dil ka dard
Views:
1,739
Posted By
vaishali
hello everyone
hello everyone ,
beshak divya sabhi bahut accha likhte hain , prince umda sher hai likhte rahiye.
"ek tu hi nahin duniya main
samndar ke kinare bahut hain
khawab tha accha dil bahalane ko...
Forum:
Shayri-e-Dard
5th August 2008, 01:21 PM
Replies:
29
dil ka dard
Views:
1,739
Posted By
vaishali
hello
hello everyone ,
rijaan aapka nam bahut hi pyara hai , aur sher bhi bahut khubsoorat tha, prince sher bahut hi accha hai , bahut accha lagta hai jab sabhi ek doosre ki hausla afzai karte hain .
...
Forum:
Shayri-e-Dard
4th August 2008, 10:48 AM
Replies:
29
dil ka dard
Views:
1,739
Posted By
vaishali
shukriya
gum maain jo nasha hai wo sharab main nahin,
tanhai main maza hai wo is jahan-e-kharab main nahin
Forum:
Shayri-e-Dard
3rd August 2008, 01:24 PM
Replies:
29
dil ka dard
Views:
1,739
Posted By
vaishali
shukriya
shukriya aap sabhi ka .
Regards
Vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
1st August 2008, 09:18 AM
Replies:
29
dil ka dard
Views:
1,739
Posted By
vaishali
thanks
hello people thanks alot , bahut bahut shukiya aap sabhi ka , jo aapne waqt nikalkar mujhe padha ,ummid hai ki aage bhi app mujhe waqt denge.
shukriya
vaishali
"dil bhi ajeeb hai ,darta...
Forum:
Shayri-e-Dard
31st July 2008, 06:47 AM
Replies:
29
dil ka dard
Views:
1,739
Posted By
vaishali
dil ka dard
ye duniya bhi badi ajeeb jagah hai, jab koi kuch kahta nahin to kahate hain ki tum chup rahate ho , agar bolo to kahate hai ki tum kahate ho, ye kashmakash shayad hum samjh na sake, isliye ye nazm...
Forum:
Shayri-e-Dard
31st July 2008, 06:43 AM
Replies:
14
chalte chalte
Views:
780
Posted By
vaishali
thanks
thanks alot waqar and rijaan , it feels awesome when you have so many people to read you , you dont feel lonly at all.
thanks
Vaishali
Forum:
Shayri-e-Dard
30th July 2008, 03:38 AM
Replies:
14
chalte chalte
Views:
780
Posted By
vaishali
bahut bahut shukriya aap sabhi ka , aapne waqt...
bahut bahut shukriya aap sabhi ka , aapne waqt nikal kar mujhe padha , uske liye main behad sukhragujar hun ,ummid hai yunhi padhte rahenge.
na kuch kah saka main uske aane ke bad
ab kuch kah bhi...
Forum:
Shayri-e-Dard
24th July 2008, 08:06 PM
Replies:
3
khawahishon ki sahar
Views:
660
Posted By
vaishali
shukriya bagi sahab
shukriya bagi sahab
Forum:
Shayri-e-Dard
24th July 2008, 09:59 AM
Replies:
3
khawahishon ki sahar
Views:
660
Posted By
vaishali
khawahishon ki sahar
Anajan si ye duniya meri ajana sa shahar
Kaun rah jaun main, jane kaisa ye safar
Bhool ke sabko ,chal to diye hain hum
Le jayengi kanha ye rahe, kisko ye khabar
Jane kanha veerano main khoyi...
Forum:
Shayri-e-Dard
23rd July 2008, 01:55 AM
Replies:
14
chalte chalte
Views:
780
Posted By
vaishali
thanks alot all of you
thanks alot all of you
Forum:
Shayri-e-Dard
22nd July 2008, 12:27 AM
Replies:
14
chalte chalte
Views:
780
Posted By
vaishali
thanks sunita
thanks sunita
Forum:
Shayri-e-Dard
21st July 2008, 12:57 PM
Replies:
14
chalte chalte
Views:
780
Posted By
vaishali
chalte chalte
after long time im posting my poem here, hope u guys will enjoy it. please encourage me.
Chalte chalte bheed ke sath
Phir tanha hum ho gaye
Dhundhte rahe manzil ko
Aur karvan guzar gaye
Sapne...
Forum:
Shayri-e-Dard
4th July 2008, 11:58 PM
Replies:
5
कभी- कभी
Views:
684
Posted By
vaishali
hi
Hi everyone ,
thanks alot ki aapne meri peshkash ko pasand kiya ummid hai aage bhi hausla badhate rahenge.
Vaishali
"ek katra ban ke na jane kab fana ho jaun
gujarti hui sham hun jane...
Forum:
Shayri-e-Dard
30th June 2008, 12:18 AM
Replies:
5
कभी- कभी
Views:
684
Posted By
vaishali
कभी- कभी
कभी- कभी
कभी कभी गम में मुस्कराना पडता है
अपनों के लिये खुद को मिटाना पडता है"
यादें कभी नहीं जाती इस दिल से दूर
वक़्त से मिलने के लिये, खुद को भुलाना पडता है
क्यों नहीं रोते पूछ्ता है...
Forum:
Shayri-e-Dard
27th June 2008, 07:38 AM
Replies:
10
dhundh raha tha is chehre pe........
Views:
924
Posted By
vaishali
khamoshi bolti hai lekin agar doosron ko samjh...
khamoshi bolti hai lekin agar doosron ko samjh aaye to
Showing results 1 to 40 of 137
Page 1 of 4
1
2
3
4
>
Forum Jump
User Control Panel
Private Messages
Subscriptions
Who's Online
Search Forums
Forums Home
Shayri
Shayri-e-Ishq
Shayri-e-Dard
Gauhar-e-shayri.com
Shayri-e-Sharaab
Shayri-e-Mashahoor Shayar
Aapki Shayri
Anjuman-e-Shayri
Shayri Ki Paathshaala
Humourous Shayri
Ghazal Section
Darpan
Announcements
Site Announcements
Lyrics
Hindi/Urdu Lyrics
Sahir Ludhianvi
Majrooh Sultanpuri
English Lyrics
English/Hindi/Other Languages Poetry
English Poetry
Hindi Kavitayen
Gujarati Poetry
Punjabi Poetry
SMS Shayri
Doston Ki SMS Shayri
Pyaar Bhari SMS Shayri
Mazaakiya SMS Shayri
Doha Section
Delightful Dohas
Kabir ke Dohe
Devotional Songs
Stories/Quotes/Anecdotes
General Stories
Inspiring Stories
Informative Stories
Quotable Quotes
Dictionaries
Urdu Dictionary
Personal Messages
Feedback and Suggestions
Introduction Forum
Celebrations
Chit-Chat & General Discussion Forum
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2021, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by:
vBStyles.com
Contact Us
-
www.shayri.com
-
Archive
-
Top