Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 43
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: sayedzakir
Forum: Shayri-e-Dard 30th December 2005, 06:58 AM
Replies: 4
Views: 1,412
Posted By sayedzakir
Salaam bhai

Kya Baat hain bhai
bahot uumda khayaal hain
Is mein dard bhi hain aur haqeeqat bhi


Har mod pe mil jaate hain humdard hazaron
Shayad meri basti mein adakaar bahot hain
Forum: Shayri-e-Ishq 30th December 2005, 12:38 AM
Replies: 11
Views: 1,196
Posted By sayedzakir
Thumbs up Salaaam bhai Bahot hi behtareen Kalaam hain...

Salaaam bhai

Bahot hi behtareen Kalaam hain mere dost
Forum: Shayri-e-Sharaab 29th December 2005, 07:30 AM
Replies: 2
Views: 1,428
Posted By sayedzakir
hi there Please dont mind me writing Kaafir...

hi there
Please dont mind me writing Kaafir there as we normally take the word in a derogatory way but in the literal sense of the word it simply means "one who hides the truth" so it can be...
Forum: Shayri-e-Sharaab 29th December 2005, 05:47 AM
Replies: 2
Views: 1,428
Posted By sayedzakir
Masjid ALLAH ka ghar hain tera maiqada nahin ...

Masjid ALLAH ka ghar hain tera maiqada nahin

Aur Kafir ke Dil mein baith ke baith ke pee wahain khuda nahin.
Forum: Shayri-e-Dard 26th January 2004, 12:08 AM
Replies: 23
Views: 5,537
Posted By sayedzakir
salaam

salaam manoj bhai
behtareen sher hainlikha hain.maine aap ke kaafi shar padhe hain aur saare hi oomda hain.
keep it up
take care.
Forum: Shayri-e-Sharaab 24th January 2004, 01:17 PM
Replies: 22
Views: 8,623
Posted By sayedzakir
jaam

asha emaan hota hain surahee deen hoti hain
jaam ki ebadaat badi rangeen hoti hain
Forum: Shayri-e-Sharaab 24th January 2004, 01:07 PM
Replies: 22
Views: 8,623
Posted By sayedzakir
jaam

Nasha emaan hota hain surahee deen hoti hain
jaam ki ebaadat badi rangeen hoti hain
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 09:52 PM
Replies: 5
Views: 1,379
Posted By sayedzakir
salaam

salaam
bahot hi accha likha hain aapne.i really liked it.it carries a lot of meaning.plz do keep writing
take care
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 09:42 PM
Replies: 5
Views: 1,379
Posted By sayedzakir
salaam

salaam
bahot hi accha likha hain aapne.i really liked it.it carries a lot of meaning.plz do keep writing
take care
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 09:26 PM
Replies: 8
Views: 1,310
Posted By sayedzakir
salaam

agar aap chahe to ab bhi pooch sakti hain :shimulji:
shayad hume kuch ibrat he mil jaaye...
take care
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 08:56 PM
Replies: 8
Views: 1,310
Posted By sayedzakir
salaam

nahin nahin hum ne khud to yeh sawaal personally nahin kiya hain...i think i an answering ur question...
waise aap ka nam jaan na chaahonga :shimul :is that ur name and can i call u by that name....
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 08:38 PM
Replies: 8
Views: 1,310
Posted By sayedzakir
salaam

maine aakhir mein ye sawaal kiya hain,kyu ke sari duniya to isse zaat aur dharm ke sawaal ke peeche padhi hain,lekin kabhi usse upar uthkar insaan banana gawara hain logon ko???
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 08:13 PM
Replies: 1
Views: 1,098
Posted By sayedzakir
Arrow deewana

Yaa to deewana hasein ya tuu jise taufique de
Warna is duniya mein aake muskurata kaun hain
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 07:44 PM
Replies: 8
Views: 1,310
Posted By sayedzakir
Arrow teri mohabbat

Muslim yeh kehte hain ke masjid mein aa
Hindu yehi kehti hain ke mandir accha
Sikho yeh daawa hain ke gurdwara accha
Aur esaa-e yehi kehte hain ke girja me aa
lekin.
kaaba kalisa gurdwara aur...
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd January 2004, 07:39 PM
Replies: 1
Views: 693
Posted By sayedzakir
Arrow taqabbur!

Na karo gumaan apni bulandiyon par ai taaro
ki hum ne bhi tumhe aasman se toot te hu ve dekha hain
Forum: Shayri-e-Ishq 21st January 2004, 09:51 PM
Replies: 6
Views: 1,047
Posted By sayedzakir
Arrow hi

aap ke reply mein kaafi gehrai thi...
yaar mein to "umr-e-khizr" se mutallik arz kar raha tha.
anyways ..
waise aap bahot khoob likhte hain,main ne aap ke kaafi kalaam padhe hain,yakeen maaniye...
Forum: Shayri-e-Ishq 21st January 2004, 09:42 PM
Replies: 0
Views: 615
Posted By sayedzakir
Lightbulb teri jannat

Mehshar mein teri shaan nazar aayegi
duniya ye pareshan nazar aayegi
gar bakhshega nahin tu hum jaise gunahgaaron ko
to jannat teri veeran nazar aayegi...
Forum: Shayri-e-Ishq 21st January 2004, 09:38 PM
Replies: 4
Views: 1,072
Posted By sayedzakir
salaam

pehle to aap ka shukriya ada karoonga apne nazariya rakhne ka aur isme bura maan ne ki to koi baat hi nahin hain...

mohabbat karna to hume aakhir khuda hi ne sikhaya hain. To kyu na hum usi se...
Forum: Shayri-e-Ishq 21st January 2004, 05:58 PM
Replies: 4
Views: 1,072
Posted By sayedzakir
Arrow teri shaan!

Sana bashar ke liye hain bashar sana ke liye
tamaam hamd sada-wa-rahe khuda ke liye
ata ke saamne khata ka zikr hi kya
ke tu ata ke liye hain bashar khata ke liye.....


sana(ibaddat)...
Forum: Shayri-e-Sharaab 21st January 2004, 05:52 PM
Replies: 1
Views: 688
Posted By sayedzakir
teri nisbat

Tu Khuda To Nahi, Lekin kuch to zaroor hai,
Jo tere dar pe deewano ne sar jhukaya hai.
Kasam-e-khuda main bura nahi kehta jannat ko
Lekin maza kuch aur hi hai maykashi ka maykhane mein.
Forum: Shayri-e-Ishq 21st January 2004, 05:47 PM
Replies: 0
Views: 868
Posted By sayedzakir
talaash

Rangaaye kerwa kar lee to kaam kya nikla
aur gale daal mein daal li tasbeeh to kab bane daana
suna hain zaaheri huhaq se kuch nahin milta
agar talaash hain uski to khaak mein milja

zaaheri...
Forum: Shayri-e-Ishq 21st January 2004, 05:40 PM
Replies: 6
Views: 1,047
Posted By sayedzakir
thanks

skukriya dosto..aap ko yeh sher accha laga..sach poochiye to humme yakeen nahin tha ki reply aayega,kyun ki yeh sher samajhna zara mushkil hain.. likhte rahenge INSHAALLAH..khayaal rakhiyega...
Forum: Shayri-e-Sharaab 19th January 2004, 04:43 PM
Replies: 0
Views: 838
Posted By sayedzakir
Arrow Ek reza

Ek reza tere tabassum ka ud gaya tha sharab khane se
hauz-e-kausar use bana daala vaiz-o ne kisi bahane se

hauz-e-kausar(jaam-e-kausar)
vaiz(jo vaaz kare,orater)
Forum: Shayri-e-Sharaab 19th January 2004, 04:38 PM
Replies: 0
Views: 749
Posted By sayedzakir
Arrow shaikh

Mere humraah chalo shaikh tumhe puhchaa du
raasta jaata hain firdaus ke maikhane mein
Forum: Shayri-e-Sharaab 19th January 2004, 04:37 PM
Replies: 0
Views: 1,209
Posted By sayedzakir
Arrow deewana

Hooton ko jaam aankhon ko paimana keh gaya
kitne maze ki baat ek deewana keh gaya
Forum: Shayri-e-Ishq 19th January 2004, 04:24 PM
Replies: 0
Views: 1,696
Posted By sayedzakir
Arrow allama IQBAL ka ek kalaam

Mita de apni hasti ko gar kuch martaba chaahe
ki zarra khaak me milkar hi gul-o-gulzaar hota hain

allama sir MOHAMMED IQBAL
Forum: Shayri-e-Ishq 19th January 2004, 04:21 PM
Replies: 0
Views: 743
Posted By sayedzakir
Arrow read this

Deedar ki talab hain to nazrain jamaaye rakh
chilman ho ya nakab sarakta zaroor hain
Forum: Shayri-e-Dard 19th January 2004, 04:11 PM
Replies: 0
Views: 518
Posted By sayedzakir
Arrow zakhm

Kya khuub ilaaj kiya hai zakhmo ka mere
marham bhi lagaya to kaate ki nok se
Forum: Shayri-e-Dard 19th January 2004, 04:07 PM
Replies: 1
Views: 574
Posted By sayedzakir
Arrow naaraz

Naaraz kyu ho zamane ki bad suluki par
tumhe to ilm hain ye fitrate zamana hain
Forum: Aapki Shayri 19th January 2004, 04:05 PM
Replies: 2
Views: 1,364
Posted By sayedzakir
Arrow haalaat

Haalaat pe chaa jaana jeene ka hunar hain
woh jee nahin sakta jise haalaat ka dar hain
Forum: Shayri-e-Ishq 19th January 2004, 04:04 PM
Replies: 1
Views: 597
Posted By sayedzakir
Arrow aadab-e-mohabbat

Parwane se seekhe koi aadab-e-mohabbat
jal jaata hain par shama ko ruswa nahin karta
Forum: Shayri-e-Ishq 19th January 2004, 04:00 PM
Replies: 6
Views: 1,047
Posted By sayedzakir
Love intezar

Na pooch mast nigahon ki kaifiyat mujh se
farishta ho to behak jaaye aadmi kya hain
guzaar du tere gam mein jo umre khizr mi le
tere nisar yeh do din ki zindagi kya hain...
Forum: Shayri-e-Ishq 19th January 2004, 03:57 PM
Replies: 0
Views: 960
Posted By sayedzakir
Love dastaan-e-ishq

tera naam lu zubaan se
tere aage sar jhuka du
mera ishq keh raha hain
main tujhe khuda bana du
tera naam mere lab par
mera tazkara hain ghar ghar
mujhe bhool jaaye duniya
mein agar tujhe...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 18th January 2004, 10:45 PM
Replies: 0
Views: 889
Posted By sayedzakir
Arrow Gorakh Dhanda

khwahish e deed jo kar baithe sahe toor kohe toor
jee bhar ke tajalli se jala dete ho
naar e namrood mein daalte ho khud apne khalil
khud hi phir naar ko gulzaar bana dete ho
chahe kinaan mein...
Forum: Anjuman-e-Shayri 18th January 2004, 10:21 PM
Replies: 2
Views: 1,572
Posted By sayedzakir
Arrow zindagi ki haqeeqat

1.zindagi lutf bhi hain zindagi azaad bhi
zindagi deed bhi hain hasrate deedar bhi

2.maut ki khuli duniya mein koi bandish nahin
zindagi azaadiyon ke pav ki bedi hain

3.zindagi baap ki...
Forum: Shayri-e-Ishq 18th January 2004, 10:10 PM
Replies: 1
Views: 1,255
Posted By sayedzakir
Arrow Teri Soorat

Dil ke bazaar mein daulat nahin dekhi jaati
pyaar ho jaaye to soorat nahin dekhi jaati
ek soorat par dono aalam ko nyochawar kardu
maal woh chaahe to qeemat nahin dekhi jaati..

maine dil diya...
Forum: Shayri-e-Dard 18th January 2004, 10:02 PM
Replies: 0
Views: 666
Posted By sayedzakir
Arrow bad-dua

Sar-e-baam bhi pukara sar-e-daar bhi sada di
mein kahan kahan na ghooma teri deed ki lagan mein
meri muflisi se bachke kahin door jaane wale
tujhe chain na milega kisi reshmi kafan mein...
Forum: Shayri-e-Ishq 18th January 2004, 09:57 PM
Replies: 1
Views: 1,080
Posted By sayedzakir
Love husn

Jo kham hai teri zulf mein zanjeer me nahin
abaru ki shaan jauhare shamsheer mein nahin
Jo chashme naaz mein hain adaa teer main nahin
ye shokiyan to husn ki tanveer mein nahin...
Forum: Shayri-e-Ishq 18th January 2004, 09:43 PM
Replies: 0
Views: 519
Posted By sayedzakir
zakir

Zakiro ne muft ka ilzaam liya
tazbeeh hi ke daano ha bas kaam liya
yeh naam to woh hain jo anginat le
kya lutf jo gin gin ke tera naam liya...

zakir(zikr karne wala)

yeh sher khuda se...
Forum: Shayri-e-Ishq 18th January 2004, 09:33 PM
Replies: 0
Views: 619
Posted By sayedzakir
Arrow mohabbat

1.mohabbat maine aur alfaaaz mein laaye nahin jaati
yeh woh naazuk haqeeqat hain jo samjhayee nahin jaati

2.mohabbat ke liya kuch dil maqhsoos hote hain
yeh woh saaz hain jo har dil par gaaya...
Showing results 1 to 40 of 43

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com