Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 48
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: aashiq anwer
Forum: Shayri-e-Dard 29th May 2004, 12:38 PM
Replies: 0
Views: 1,416
Posted By aashiq anwer
ek aur chota sa sher

kuch kami hogi meri wafa mai jo aap hume nahi milte
bhool gaye they hum ki sehra mai kabhi phool nahi khilte
Forum: Shayri-e-Dard 29th May 2004, 12:34 PM
Replies: 0
Views: 749
Posted By aashiq anwer
ek chota sa sher aapke liye

tera saath paakar mili hai hume har khushi jindagi ki
tu hai humsafar to kya zaroorat hai phir hume kisi ki
Forum: Shayri-e-Ishq 30th September 2003, 07:28 PM
Replies: 7
Views: 1,651
Posted By aashiq anwer
unki nazro se nazre milana samundar mai dubna hai...

unki nazro se nazre milana samundar mai dubna hai
jaane kyon baar baar hum yeh khudkushi karte hain
Forum: Shayri-e-Dard 30th September 2003, 02:38 PM
Replies: 17
Views: 1,013
Posted By aashiq anwer
Shimul ji, Jo baat aapko...

Shimul ji,
Jo baat aapko samajh mai nahi aati hai woh shayd aap deemaag se sochti hongi aap dil se kaam lo to sab samajh mai aa jayega..kyonki iss duniya mai ek dil hi hai jo sahi...
Forum: Shayri-e-Ishq 28th September 2003, 01:37 PM
Replies: 38
Views: 2,884
Posted By aashiq anwer
sorry rimjhim ji aapki jagah mene shimul ji ka...

sorry rimjhim ji aapki jagah mene shimul ji ka naam likh diya

waise aapki gajal bahut acchi hai
Forum: Shayri-e-Ishq 28th September 2003, 11:56 AM
Replies: 38
Views: 2,884
Posted By aashiq anwer
hi shimul ji bahut hi accha...

hi shimul ji
bahut hi accha likha hai aapne ..khaastour se yeh line pasand aayi hume
agar kanto se daroge, to duniya se kase ladoge

issi tarah likhte raheeyega


take...
Forum: Shayri-e-Dard 28th September 2003, 11:49 AM
Replies: 17
Views: 1,013
Posted By aashiq anwer
Hi Gudiya ji,shimul ji ...

Hi Gudiya ji,shimul ji
sacchi mohabbat ka duniya mai ab bhi wajood hai warna yeh duniya kab ki nest-o-nabood ho jaati ...aur sacchi mohabbat ke baare mai mere khyaalaat kuch aise...
Forum: Shayri-e-Dard 26th September 2003, 07:29 PM
Replies: 27
Views: 1,397
Posted By aashiq anwer
bahut behatreen tarike se aapne likha hai taarif...

bahut behatreen tarike se aapne likha hai taarif kabool kijiyega

aur isse tarah likhte rahiyega..
ek share likh raha hoon ..mulayeza farmaye


jaan dete hain hum jin per unko kuch khabar nahi...
Forum: Shayri-e-Dard 26th September 2003, 07:21 PM
Replies: 17
Views: 1,013
Posted By aashiq anwer
hi kshitiz ji aapko mere khyaalaat...

hi kshitiz ji

aapko mere khyaalaat pasand aaye ..shukriya..hume aapki taarif karne ka andaaz behad pasand aaya..mai koshish karunga ki aur accha likh saku...

apna khyaal rakhna
Forum: Shayri-e-Dard 26th September 2003, 10:18 AM
Replies: 17
Views: 1,013
Posted By aashiq anwer
hi akant ji,shimul ji and manoj ji aap sabko mera...

hi akant ji,shimul ji and manoj ji aap sabko mera likha pasand aaya iske liye shukriya ...........jab dard hadd se gujar jaata hai na to khud ba khud woh dard gazal ki shakl ikhtiyaar kar leta...
Forum: Shayri-e-Ishq 25th September 2003, 04:55 PM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
thanx 2 alll

thanx 2 alll
Forum: Shayri-e-Dard 25th September 2003, 04:34 PM
Replies: 17
Views: 1,013
Posted By aashiq anwer
Sad tanha dil

dard bahut hai iss dil mai per aansoo nahi behte
rakhte hain chupa ke gam hum kisi se nahi kehte

aarzu jo na ho saki puri woh tumhe kyo hum bataye
duniya ke bazaar mai tamasha khud ko kyo hum...
Forum: Shayri-e-Dard 24th July 2003, 12:43 PM
Replies: 3
Views: 2,145
Posted By aashiq anwer
thanx shimul ji khyaalat...

thanx shimul ji

khyaalat sada se aise nahi the khyalat kisi ne badal diye to aise ho gaye hum..ab koi khyalat badal na sakega kabhi ..aise hain aur aise hi rahenge sada hum..
...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd July 2003, 03:00 PM
Replies: 3
Views: 2,145
Posted By aashiq anwer
mat ro mere dil...chup ho ja

na koi khushi hai hume na ab koi gum hai
mere saath tanhai hai tanhai ke saath hum hain

na kar talash wafa ki tujhe na kuch yanha milega
matlab ki mohabbat hai yanha aur patthar ke sanam hain
...
Forum: Shayri-e-Ishq 31st May 2003, 09:06 AM
Replies: 3
Views: 1,113
Posted By aashiq anwer
jaane kyon???

jaane kyon???
Forum: Shayri-e-Ishq 24th May 2003, 06:22 PM
Replies: 3
Views: 1,113
Posted By aashiq anwer
hello afshan thanks for ur compliment and i...

hello afshan
thanks for ur compliment and i wil try to write better .

aashiq
Forum: Shayri-e-Ishq 24th May 2003, 11:44 AM
Replies: 3
Views: 1,113
Posted By aashiq anwer
jaane kyon...jaane kyon .....jaane kyon

jaane kyon hume tumse pyaar hai
jaane kyon tumhe lekin inkaar hai

jaane kyon tadapte hain dekhne ko tumhe
jaane kyon nahi hota tera dedaar hai

jaane kyon dil dete hain hum tumhi ko
jaane...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd May 2003, 09:13 AM
Replies: 10
Views: 5,125
Posted By aashiq anwer
Shukriya Sanam ji ...

Shukriya Sanam ji
aapko humari gazal pasnd aayi iske liye shukriya.. ;)
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 08:34 PM
Replies: 4
Views: 716
Posted By aashiq anwer
thanx zahra

thanx zahra
Forum: Shayri-e-Dard 22nd May 2003, 07:35 PM
Replies: 16
Views: 829
Posted By aashiq anwer
rimjhim ji bahut badiya kya...

rimjhim ji
bahut badiya kya khoob kaha hai...pad kar aisa laga jaise pero mai barso se koi faans chubhi hui thi jo nikal gayi ho...sach aisa sukoon mila aapki gazal pad ker..likhtey...
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 03:47 PM
Replies: 4
Views: 716
Posted By aashiq anwer
taarif ke liye shukriya punnu ji

taarif ke liye shukriya punnu ji
Forum: Shayri-e-Dard 22nd May 2003, 03:33 PM
Replies: 10
Views: 5,125
Posted By aashiq anwer
thanx chuqqal ji banjara ji and tanhai ji ...

thanx chuqqal ji banjara ji and tanhai ji
tarif ke kabil to nahi hoon mai lekin fir bhi aap se taarife pa kar mai bahut khush hoon aur koshish karunga ki aage aur accha likhne ki koushish karoo.
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 03:19 PM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
pyaari saheli ji ...

pyaari saheli ji
aapko mera kalaam pasand aaya shukriya...lekin abhi hum usss mukaam tak nahi pahunche hai ki aap mujhe great shayer kah sako...taarif ke liye shukriya:)
Forum: Shayri-e-Sharaab 22nd May 2003, 02:32 PM
Replies: 0
Views: 681
Posted By aashiq anwer
mai kafeer to nahi

yeh jaanta hoon ki pina haraam hai lekin
kafeer hoon yeh mujh per ilzaam hai lekin
hosh mai rehker bhi kanha yaad aaye khuda tumhe
nashe mai hoon mai lab pe khuda ka naam hai lekin
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 02:26 PM
Replies: 1
Views: 648
Posted By aashiq anwer
bahut khoob nida ji ....bahut accha likha hai...

bahut khoob nida ji ....bahut accha likha hai aapne..kahstour se
yeh line bahut acchi hai
" boondoo ne dastak dii...
mehsoos hua tum ae ho...
andaaz tumhare...
Forum: Shayri-e-Dard 22nd May 2003, 02:20 PM
Replies: 10
Views: 5,125
Posted By aashiq anwer
thanx afshan ji bahut...

thanx afshan ji
bahut bahut shukriya.mai aage koshish karunga ki umda aur behatreen gazle pesh kar saku.
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 11:54 AM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
taarif ke liye shukriya karishma ji

taarif ke liye shukriya karishma ji
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 11:52 AM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
thanx to all

thanx to all
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 10:52 AM
Replies: 7
Views: 1,651
Posted By aashiq anwer
karishma ji sahi likha hai...

karishma ji
sahi likha hai ya nahi yeh to nahi jaanta lekin dil se jaroor likha hai. aapki taarif ke liye shukriya
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 10:50 AM
Replies: 5
Views: 1,658
Posted By aashiq anwer
karishma ji thanx 4 taarif

karishma ji thanx 4 taarif
Forum: Shayri-e-Dard 22nd May 2003, 10:43 AM
Replies: 10
Views: 5,125
Posted By aashiq anwer
thanx sonica ji shukriya mehrbaani karam ...

thanx sonica ji
shukriya mehrbaani karam
tum agar daad dene ka waada karo
umr bhar yun hi gazle sunata rahun

really its my pleasure ki aapko meri gazal pasand aayi hai.
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 10:34 AM
Replies: 5
Views: 1,658
Posted By aashiq anwer
thanx sonica ji and zahra ji

thanx sonica ji and zahra ji
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 10:28 AM
Replies: 7
Views: 1,651
Posted By aashiq anwer
shukriya zahra ji, ...

shukriya zahra ji,
aapko meri gajal pasand aayi iske liye shukriya.
ek shayre sunana chaunga aapko apna ummeed hai pasand aayega

khamosh hoon mai aur woh bhi...
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd May 2003, 10:22 AM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
thanx sonica ji, ...

thanx sonica ji,

tarif ke liye shukriya...jab shayer ko daad milti hai to uska hounsla aur josh bad jaata hai..mai koshish karunga aur acchi gajle pesh kar saku.
Forum: Shayri-e-Ishq 21st May 2003, 09:52 AM
Replies: 4
Views: 1,139
Posted By aashiq anwer
Rimjhim ji Wow ...kya baat hai kya poem likhi hai...

Rimjhim ji Wow ...kya baat hai kya poem likhi hai aapne really its very good n amazing...welldone

bye

aashiq anwer
Forum: Shayri-e-Ishq 21st May 2003, 09:49 AM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
thanx afshan ji, dil...

thanx afshan ji,
dil ka haal kab kagaz per aa jaata hai ..aur likhe hue shabd kab gazal ban jaate hain pata hi nahi chalta...aapko yeh gazal pasand aayi aur aapne tarif...
Forum: Shayri-e-Ishq 20th May 2003, 04:15 PM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
thats it

thats it
Forum: Shayri-e-Ishq 19th May 2003, 10:40 AM
Replies: 14
Views: 2,021
Posted By aashiq anwer
thanx vipin ji hosla afzai...

thanx vipin ji
hosla afzai ke liye shukriya..


aashiq
Forum: Shayri-e-Sharaab 17th May 2003, 05:10 PM
Replies: 0
Views: 1,052
Posted By aashiq anwer
Question abhi mai nashe mai hoon

yeh jaanta hoon ki pina haraam hai lekin
kafeer hoon yeh mujh per ilzaam hai lekin
hosh mai rehker bhi kanha yaad aaye khuda tumhe
nashe mai hoon lab pe khuda ka naam hai lekin
Forum: Shayri-e-Dard 17th May 2003, 12:10 PM
Replies: 10
Views: 2,129
Posted By aashiq anwer
mahima ji kaafi accha likhti...

mahima ji
kaafi accha likhti hain aap ..har line dil ko chhu gayi jaise ....aapke emotion kaafi khubsurti laa dete hain gajal mai...

weldone

aashiq
Showing results 1 to 40 of 48

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com