Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 289
Search took 0.01 seconds.
Search: Posts Made By: sagar29in
Forum: Shayri-e-Sharaab 21st April 2010, 05:54 AM
Replies: 710
Views: 130,887
Posted By sagar29in
meri tabaahi ka ilzaam ab sharaab ke sar hain.. ...

meri tabaahi ka ilzaam ab sharaab ke sar hain..
main bhi kya karta.tum per aa rahi thi baat!!!



sagar...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 21st April 2010, 05:08 AM
Replies: 3
Views: 3,890
Posted By sagar29in
ek aur...faraz sahab ki gazal.. ab ke...

ek aur...faraz sahab ki gazal..


ab ke tajdeed-e-vafa ka nahi imkaan janaa.
yaad kya tujh ko dilaye tera paimaan janaa!!!

yuun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hain
kis qadar jald badal...
Forum: Aapki Shayri 22nd July 2002, 06:57 PM
Replies: 5
Views: 2,122
Posted By sagar29in
adaab

maikash sahab,


aap ka bahot bahot shukriya. nachiiz ki shayri per jo aap ne tavakko dee uske liye main aapka shukr guzaar huun. aur haan hausla afzaai ka bhi shukriya. ek arse...
Forum: Shayri-e-Ishq 15th July 2002, 06:12 PM
Replies: 0
Views: 802
Posted By sagar29in
Love kya kahuun tum se main ke kya hain ishq.... bye meer

kyaa kahuu.N tum se mai.n ke kyaa hai ishq
jaa.N kaa rog hai, balaa hai ishq


ishq hii ishq hai jahaa.N dekho
saare aalam me.n bhar rahaa hai ishq


ishq maashuuq ishq aashiq hai
yaani...
Forum: Shayri-e-Dard 15th July 2002, 06:08 PM
Replies: 0
Views: 1,238
Posted By sagar29in
idhar se abr uthkar jo gaya hain.... by meer taqi meer

idhar se abr uThakar jo gayaa hai
hamaarii Khaak par bhii ro gayaa hai


masaaib aur the par dil kaa jaanaa
ajab ik saanihaa saa ho gayaa hai


[masaaib=difficulties; saanihaa=accident]
Forum: Aapki Shayri 15th July 2002, 05:48 PM
Replies: 5
Views: 2,122
Posted By sagar29in
dil ye dhadakata bhi nahi...dedicated to maikash

maikash sahab,

ek arse ke baad main is site per aaya. in dinon kucch aisa masruuf thaa ke bilkul aanaa huaa hi nahi aapki mehfil mein. lekin ab aaye to ek nayi chiiz lekar hi. is na-chiiz...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 10th July 2002, 01:04 PM
Replies: 4
Views: 1,797
Posted By sagar29in
zaalim

zaalim thaa vo aur zulm kii aadat bhi bahut thii
majabuur them ham un se muhabbat bhi bahut thii

us but ke sitam seh ke dikhaa hi diya hamne
yuun apni tabiyat mein bagavat bhi bahut thii
...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 15th April 2002, 08:02 PM
Replies: 1
Views: 1,223
Posted By sagar29in
khumar

a gazal by khumar barabankvi...

ai maut! u.nhe.n bhulaaye zamaane guzar gaye
aa jaa ki zahar khaaye zamaane guzar gaye


O jaane vaale aa ki tere i.ntazaar me.n
raste ki ghar banaaye...
Forum: Aapki Shayri 6th April 2002, 01:17 PM
Replies: 0
Views: 1,666
Posted By sagar29in
after a long while......

hi folks,


after a long while i m writing my own thing!! and that too i could write only one sher!



ai sitamgar tuze kya kaha jaye?
na bewafaa kaha jaye na ba-wafaa...
Forum: Shayri-e-Sharaab 5th April 2002, 12:35 PM
Replies: 1
Views: 967
Posted By sagar29in
ise hi tark-e-mai samaz le

ise hi tark-e-mai samaz le vaiz
itni pee hain ke ab pee nahi jati
Forum: Anjuman-e-Shayri 24th March 2002, 05:45 PM
Replies: 0
Views: 1,176
Posted By sagar29in
gair ko dard.....

gair ko dard sunaane ki kya zaruurat hain?
apane zagade mein zamaane ki kya zaruurat hain?
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 5th March 2002, 07:03 PM
Replies: 0
Views: 1,166
Posted By sagar29in
gazal by naasir kazmi

kucch yaadgaar-e-shahar-e-sitamgar hi le chalein
aaye hain is shahar me to patthar hi le chalein

ranj-e-safar ki koyi nishaani to paas ho
thodi sii khaak kuchaa-e-sitamgar hi le chalein

yuun...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 13th February 2002, 12:26 PM
Replies: 0
Views: 1,310
Posted By sagar29in
gazal by faraz sahab

fir isi raahguzar per shayad
ham kabhi mil sake magar ....shayad

zindagi bhar lahuu rulaayegi
yaad-e-yaaraan-e-bekhabar ....shayad

jaan pehechaan se bhi kyaa hoga?
fir bhi ai dost gaur kar...
Forum: Aapki Shayri 11th February 2002, 01:21 PM
Replies: 2
Views: 1,876
Posted By sagar29in
Thumbs up thanx!!!!!!!!!!!!

feroz sahab.....


thanx for the suggetions and one more thing that i m not a reguler shayar so i m supposed to make some mistakes but people like you who are really have...
Forum: Aapki Shayri 9th February 2002, 11:45 AM
Replies: 2
Views: 1,876
Posted By sagar29in
kal shab tumhare naam pe......

after a long while i m posting my own thing here.....and this is because of molly....thanks to molly for regenerating my feelings towards poetry!!!!!




kal shab tumhare naam pe rote chale gaye...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 1st February 2002, 01:50 PM
Replies: 0
Views: 1,056
Posted By sagar29in
gazal by faraz

kaha tha kisne ke ahd-e-vafaa karo unse
jo yuun kiya to fir kyon gila karo us se?

ye kya ke tum bhi gam-e-hijr ke fasaane kaho
kabhi to uske bahane sunaa karo us se

nasib fir koyi...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 23rd January 2002, 08:13 PM
Replies: 0
Views: 1,418
Posted By sagar29in
couplets by actress meenakumari

khawatin-o-hazraat,

aadaab.....aap mein se bahut kam logon ko ye pata hoga ke purane zamane ki actress meenakumari ek acchi shayra bhi thee! i managed to get her two couplets and...
Forum: Anjuman-e-Shayri 14th January 2002, 11:11 AM
Replies: 0
Views: 1,247
Posted By sagar29in
dushmani karni hain to....

dushmani karni hain to jam ke karo magar ye gunjaaish rahe
fir se jab ham dost bane... to sharmindaa na ho!!!


dont have any idea about the shayar of this couplet. if anybody knows let me know....
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 13th January 2002, 02:20 PM
Replies: 0
Views: 1,009
Posted By sagar29in
josh mahilaabadi ka ek sher....

haaye meri mushkilon tum ne bhi kya dhoka diya!!
ain dilchaspii ka alam thaa.. ke asaan ho gayi!!
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 13th January 2002, 02:13 PM
Replies: 2
Views: 1,228
Posted By sagar29in
thanx for compliment

thanx for paying attention neelo.

well i think i saw you on the site after having posted this photo. but may be due to some problems you might not have been able to reply. but it really doesnt...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 9th January 2002, 01:27 PM
Replies: 0
Views: 2,167
Posted By sagar29in
bahadur shah zafar .... again!!!

baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai terii mahafil kabhii aisii to na thii


le gayaa chhiin ke kaun aaj teraa sabr-o-qarar
be-qaraarii tujhe ae dil kabhii aisii...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 9th January 2002, 01:18 PM
Replies: 1
Views: 1,530
Posted By sagar29in
gazal by faraaz sahab...

dost bankar bhi nahi saath nibhanewalaa
vohi andaaz hain zaalim ka zamanewalaa

kya kahe kitne marasim the hamare us se
vo jo ik shakhs hain munh fer ke jaanewalaa

muntazir kis ka huun tuuti...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 9th January 2002, 01:13 PM
Replies: 2
Views: 1,304
Posted By sagar29in
Thumbs up thanx!!!!

thanx there!

i ll post more gazals by the same shayar. basharte agar tavajjo mile!!! :)
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 7th January 2002, 07:13 PM
Replies: 2
Views: 1,304
Posted By sagar29in
Bahaddur Shah Zafar

Hi friends,

Here are some couplets by Bahaddur Shah Zafar. He was the last mughal badshah. and moreover he was a great poet as well!! He had written some really good shayri. the...
Forum: Anjuman-e-Shayri 4th January 2002, 11:49 AM
Replies: 0
Views: 1,210
Posted By sagar29in
tum bhi khafaa ho

tum bhi khafaa ho log bhi barham doston
ab ho chala yakin ke bure ham hain doston

kucch aaj shaam se hain dil bujha bujha
kucch sheher ke bhi chiraag hain maddham doston


sab kucch tera sahi...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th January 2002, 11:28 AM
Replies: 0
Views: 1,272
Posted By sagar29in
dagh dehelvi

dagh is an immortal name in udru poetry!!!!

here is a gazal by dagh.....

unke ik jaan nisaar ham bhi hain
hain jahan sau hazaar ham bhi hain

tum bhi bechain ham bhi bechain
tum bhi...
Forum: Anjuman-e-Shayri 2nd January 2002, 03:49 PM
Replies: 0
Views: 957
Posted By sagar29in
maahiyaa

maahiya is a traditional form of urdu poetry....


baago mein pade zuule
tum bhuul gaye hamko
ham tumko nahi bhuule

ye raqs sitaron kaa
sun lo kabhi afsanaa
taqdeer ke maron kaa
Forum: Humourous Shayri 31st December 2001, 05:10 PM
Replies: 0
Views: 1,202
Posted By sagar29in
janazaa....

janaze pe janaze uthate gaye
jab se ham shaayri sunate gaye

kucch log rote rote gaye
kucch hichkiyaan lete gaye

itne behaya ban gaye 'sagar' sahab
fir bhi sher sunaate gaye!!!!!!!
Forum: Shayri-e-Ishq 31st December 2001, 05:08 PM
Replies: 0
Views: 1,047
Posted By sagar29in
ishq mein......

ishq mein kya kya na karna pada hamein?
zaher khaakar bhi jeena pada hamein

zindagi jo bhi sazaa deti hain yaron
na chahte hue bhi sab sehna pada hamein

kitna badkismat thaa us din 'sagar'...
Forum: Shayri-e-Dard 31st December 2001, 05:04 PM
Replies: 0
Views: 692
Posted By sagar29in
ek ashaar

lab pe jab bhi tera naam aayaa
hamne khud ko sar-e-aam payaa
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 31st December 2001, 05:02 PM
Replies: 0
Views: 987
Posted By sagar29in
gazal by naasir kaazmi

apni dhun me rehetaa huun
main bhi tere jaisa huun

o picchli rut ke saathi
ab ke baras main tanhaa huun

mera diya jalaaye kaun?
main tera khaali kamraa huun

teri gali main saraa din
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 30th December 2001, 02:22 PM
Replies: 2
Views: 1,228
Posted By sagar29in
picture of late qateel shifaai for neelo

hi neelo

here is a picture of janab qateel shifaai, yur fevorite shayar.
Forum: Shayri-e-Ishq 30th December 2001, 01:49 PM
Replies: 1
Views: 1,520
Posted By sagar29in
phul hain chand hain kya lagata hain

phul hain chand hain kya lagata hain
bheed me sab se juda lagata hain

uski kurbat me ajab duuri hain
aadmi hoke khuda lagata hain

shor hain dil me kucch itna 'sagar'
muzko sannataa sada...
Forum: Shayri-e-Dard 29th December 2001, 08:56 PM
Replies: 0
Views: 781
Posted By sagar29in
koyi sayaa zilmilayaa.....

koyi sayaa zilmilayaa raat ke picchle peher
fir muze vo yaad aaya raat ke picchle peher

bhigate lamhe, sulagti raat aur tanhaaiyaan
sab ne diwaana banayaa raat ke picchle peher

ham to apne...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 29th December 2001, 08:41 PM
Replies: 0
Views: 1,096
Posted By sagar29in
some lines by muzaffar warsi

kya bhala muzko parakhne ka natiijaa nikla?
zakhm-e-dil aap ki nazaron se bhi gehara nikala

todkar dekh liya aain-e-dil tuune
teri suurat ke siwa aur bata kya nikla?

tishnagi jam gayi patthar...
Forum: Inspiring Stories 29th December 2001, 08:23 PM
Replies: 1
Views: 1,338
Posted By sagar29in
thanks!!!!!!!!!!!

hi molly


it was so nice of you to dedicate this story for me! i love the story. it is really meaningful and one can take a good lesson with it. sorry for getting late to go through...
Forum: Shayri-e-Sharaab 28th December 2001, 01:44 PM
Replies: 0
Views: 1,265
Posted By sagar29in
zindagi jaam se behlane chale jayenge

zindagi jaam se behlane chale jayenge
gam satayega to maikhane chale jayenge

ham samazte hain teri aankhon ki keemat saki
dil ke kucch hosh ke nazaraane chale jayenge

khair ham aaj chale...
Forum: Shayri-e-Sharaab 28th December 2001, 01:39 PM
Replies: 3
Views: 1,174
Posted By sagar29in
Thumbs up wow!!!!!

hey


believe me that was really outstanding!!! keep it up!!
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 8th December 2001, 12:50 PM
Replies: 0
Views: 1,286
Posted By sagar29in
gazal by faraaz

is se pehle ke bevafaa ho jaye
kyon na ai dost ham juda ho jaye

tuu bhi heere se ban gaya patthar
ham bhi kal kya se kya na ho jaye

bandagi ham ne cchod dii hain 'faraaz'
kya kare log jab...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 3rd December 2001, 03:01 PM
Replies: 0
Views: 1,021
Posted By sagar29in
qateel shifaai..... for neelo

hi neelo

qateel sahab ki ye gazal bahut kam log jaante hain... lijiye aapke liye pesh karte hain.....



bhare jahaan me koyi mera yaar thaa hi nahi
kisi nazar ko mera intezaar thaa hi nahi
...
Showing results 1 to 40 of 289

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com