Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 76
Search took 0.02 seconds.
Search: Posts Made By: prasad.kulkarni
Forum: Feedback and Suggestions 23rd October 2008, 02:05 AM
Replies: 2
Views: 2,613
Posted By prasad.kulkarni
Spammers!

I don't know how many of you have noticed it, but there are some people, especially Chinese, who are registering themselves on SDK. You can make out from their IDs which usually make no sense....
Forum: Shayri-e-Ishq 22nd October 2008, 02:34 AM
Replies: 2
Views: 1,238
Posted By prasad.kulkarni
Waah! Bahut khuub. Aapki shaayri paDhkar to yehi...

Waah! Bahut khuub. Aapki shaayri paDhkar to yehi ehsaas hotaa hai ke muhabbat aur urdu dono hi bahut khuubsuurat chiizeN haiN. Aur ham duaa karte haiN ke aap ki zindagii inn dono chiizoN hameshaa...
Forum: Shayri-e-Dard 17th October 2008, 03:39 AM
Replies: 14
Views: 2,793
Posted By prasad.kulkarni
Anuji, Ghazal bahut achchi hai. Ghazal meN dard...

Anuji, Ghazal bahut achchi hai. Ghazal meN dard jitanaa bhi ho woh achchaa hi lagtaa hai. Ham to yehi maanate haiN ki dard aur maayuusi ek achchii Ghazal ki sahi pehchaan haiN. Aap yuuN hi hameN...
Forum: Shayri-e-Ishq 15th October 2008, 11:06 PM
Replies: 2
Views: 1,267
Posted By prasad.kulkarni
Waah! Waah! Waah! Bahut hi achchi...

Waah! Waah! Waah!



Bahut hi achchi Ghazal likhi hai aap ne jis meN ehsaas-e-muhabbat bhi hai aur wafaa-e-muhabbat bhi hai. Aur aap ki Urdu bhi hameN bahut achchii lagi to ham zaruur aap se...
Forum: Shayri-e-Dard 9th October 2008, 02:35 AM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
Anuji, shaayri ki hunar ham meN ho naa ho magar,...

Anuji, shaayri ki hunar ham meN ho naa ho magar, aap se taariif sunkar baDaa achchaa lagaa. Aap ne hamaari shaayri paDhi aur daad bhi dii issliye aap kaa bahut-bahut shukriyaa. :)
Forum: Shayri-e-Dard 4th October 2008, 11:08 PM
Replies: 30
Views: 5,693
Posted By prasad.kulkarni
English is a bit risky language as choice of...

English is a bit risky language as choice of words can make or break things. One example is that line - "Girls not allowed". I believe the person who started the thread only wanted to say "For boys"...
Forum: English Poetry 3rd October 2008, 05:36 PM
Replies: 4
Views: 1,399
Posted By prasad.kulkarni
Anu, I didn't know you wrote poetry in English,...

Anu, I didn't know you wrote poetry in English, too. I can see a genuine yearning in you to express yourself and you do express yourself well. Continue writing and may be you should consider writing...
Forum: Inspiring Stories 9th September 2008, 04:27 AM
Replies: 4
Views: 3,746
Posted By prasad.kulkarni
Anu, you know what? I have never been able to...

Anu, you know what? I have never been able to shake off a lady's belief in God so far. There are men who have easily given up after hearing me out. Somehow, the picture of God seems to appear clearer...
Forum: Shayri-e-Dard 31st August 2008, 12:09 AM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
haathoN meN thi TuuTi zindagi aur laboN pe...

haathoN meN thi TuuTi zindagi aur laboN pe tabassum
log kahe Gham nahiN shaayad ke muskuraate ho tum
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 29th August 2008, 11:59 PM
Replies: 81
Views: 4,978
Posted By prasad.kulkarni
Aisii baat nahiN hai. Siikhnaa to hameN hai aap...

Aisii baat nahiN hai. Siikhnaa to hameN hai aap se. Ham abhi kuchh sikhaane ke laayaq bane nahiN haiN. Rahi baat mahfil meN shaamil hone ki to ham yehi kaheNge ki..

aap hoN jiss mahfil meN udhar...
Forum: Shayri-e-Dard 29th August 2008, 12:42 AM
Replies: 81
Views: 4,978
Posted By prasad.kulkarni
Bahut achchii Ghazal kaa zhikr kiyaa hai aap ne....

Bahut achchii Ghazal kaa zhikr kiyaa hai aap ne. Yeh Ghazal janaab Nazeer Baqri ki hai aur makte meN unkaa takhallus (pen name) bhi hai jaise ki..

mujh ko jinhoN ne qatl kiyaa hai koi unheN...
Forum: Shayri-e-Dard 29th August 2008, 12:07 AM
Replies: 81
Views: 4,978
Posted By prasad.kulkarni
Raj bhai, aap kaa kalam kabhi thaktaa nahiN hai...

Raj bhai, aap kaa kalam kabhi thaktaa nahiN hai aur hameshaa taazaa hi rahtaa hai. :)
Forum: Inspiring Stories 28th August 2008, 09:41 PM
Replies: 4
Views: 3,746
Posted By prasad.kulkarni
Anuji, while I never question or challenge one's...

Anuji, while I never question or challenge one's belief in God, I usually can not resist saying something about God when somebody expresses belief in God openly.

Most people seem to think of God...
Forum: Shayri-e-Dard 28th August 2008, 08:49 PM
Replies: 14
Views: 4,328
Posted By prasad.kulkarni
HameN bhi behad pasaNd haiN Faraz saahab. Unki...

HameN bhi behad pasaNd haiN Faraz saahab. Unki kayii saari GhazaleN ham ne sunii hai aur paDhi hai. Unke chale jaane kaa maatam sabhi ko hai. Janaab Ahmed Faraz ki yaad meN unhiN ke likhe hueN chaNd...
Forum: Shayri-e-Dard 28th August 2008, 05:00 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
sab se baDaa armaaN armaaN-e-muhabbat hotaa hai ...

sab se baDaa armaaN armaaN-e-muhabbat hotaa hai
jaise ahl-e-tuufaaN keliye hausalaa kinaaraa hi hotaa hai
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 28th August 2008, 04:19 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
shaam hogayii yeh safar abhi muqammal nahiN ...

shaam hogayii yeh safar abhi muqammal nahiN
aaKhir kab tak chalnaa hai koii manzil hi nahiN
sochate haiN Thehar jaayeN kisii bastii meN magar
kyaa bharosaa GhairoN kaa jab apanoN kaa nahiN
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 28th August 2008, 03:01 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
woh gin rahaa thaa hameN taaroN meN uss raat ...

woh gin rahaa thaa hameN taaroN meN uss raat
ham kab ke TuuT gaye the koii aarzuu keliye
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 20th August 2008, 02:09 PM
Replies: 15
Views: 1,861
Posted By prasad.kulkarni
Yeh baat to kaafi asardaar hai, Rahiji. Ham ne...

Yeh baat to kaafi asardaar hai, Rahiji. Ham ne inn misroN ko baar-baar paDhe. Aap kaa yeh aNdaaz bahut achchaa lagaa..
Forum: Shayri-e-Dard 19th August 2008, 10:22 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
Aadaab! Muaaf kiijiye aap ke message ko dekhne...

Aadaab! Muaaf kiijiye aap ke message ko dekhne meN der hogayii. :)
Forum: Shayri-e-Dard 18th August 2008, 10:13 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
maNzuur thaa unko jazbaa-e-muhabbat ziNdagi...

maNzuur thaa unko jazbaa-e-muhabbat
ziNdagi biit gayii apani raah-e-izhaar takte
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 18th August 2008, 05:32 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
ajiib hote haiN haalaat apane kabhii kabhi...

ajiib hote haiN haalaat apane kabhii
kabhi Khauf-e-maut hai, Khauf-e-ziNdagi hai kabhi
-Prasad
Forum: Chit-Chat & General Discussion Forum 17th August 2008, 05:38 PM
Replies: 2
Views: 1,396
Posted By prasad.kulkarni
Mayank, what you have said is quite valid. But I...

Mayank, what you have said is quite valid. But I think one would like to know who appreciated his or her work though it is quite likely, as you said, that they might feel obliged to return the...
Forum: Shayri-e-Ishq 17th August 2008, 05:07 PM
Replies: 23
Views: 8,242
Posted By prasad.kulkarni
Manuji, bahut achchi tarah se samajhaane kii...

Manuji, bahut achchi tarah se samajhaane kii koshish kii hai aap ne. Yaqiinan, hameN bhi bahut faaydaa huaa paDhkar. Ham chaahte haiN ke sher-o-shaayri ke saath aur bhii aise charche hoN jin se unn...
Forum: Shayri-e-Dard 15th August 2008, 01:45 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
Rajji, aap kaa bahut bahut shukriyaa. Aap se...

Rajji, aap kaa bahut bahut shukriyaa. Aap se sunkar baDaa achchaa lagaa.
Forum: Shayri-e-Dard 13th August 2008, 02:33 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
Shukriya dost. Muaaf kiijiye ham ne aap ke iss...

Shukriya dost. Muaaf kiijiye ham ne aap ke iss post ko dekhaa nahiN to jawaab likhne meN derii hogayii. Aap to ham se bhi achchaa likhte haiN aur aap ko kayii baar ham ne paDhaa bhi hai. Likhte...
Forum: Aapki Shayri 13th August 2008, 01:34 AM
Replies: 15
Views: 2,058
Posted By prasad.kulkarni
Bahut Khuub! Achchaa lagaa. :)

Bahut Khuub! Achchaa lagaa. :)
Forum: Shayri-e-Dard 13th August 2008, 01:09 AM
Replies: 40
Views: 5,640
Posted By prasad.kulkarni
Waah, kyaa ehsaas hai! Iss sher ko Ghazal se alag...

Waah, kyaa ehsaas hai! Iss sher ko Ghazal se alag kar ke paDhaa jaay to baaqayii iss meN ek achchaa paighaam hai un sabhi keliye jo apane Ghar ke saamne saaye ban kar khade peDoN ko besharmi se toDte...
Forum: Shayri-e-Dard 13th August 2008, 12:46 AM
Replies: 33
Views: 21,335
Posted By prasad.kulkarni
Kashif bhai, kyaa baat kahi hai aap ne! Bahut...

Kashif bhai, kyaa baat kahi hai aap ne! Bahut Khuub! Eh mulk duniyaa ki nazar meN chaahe kaisaa bhi ho, ham ahl-e-watan par iske miTTi kaa baDaa ehsaan hai. Eh baat sirf ek Khayaal nahiN balki ek...
Forum: Shayri-e-Ishq 13th August 2008, 12:18 AM
Replies: 23
Views: 8,242
Posted By prasad.kulkarni
Urdu meN jo shero-shaayri ham karte haiN yaa phir...

Urdu meN jo shero-shaayri ham karte haiN yaa phir koii Ghazal likhte haiN to ek baat ko zehan meN rakhni paDti hai aur woh hai metre jisko Urdu meN 'bahar' yaa 'behar' kahte haiN. Ek rythm yaani ki...
Forum: Shayri-e-Dard 12th August 2008, 11:33 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
JinhoN ne bhi hamaareliye reps diye haiN, ham...

JinhoN ne bhi hamaareliye reps diye haiN, ham unke shukr guzaar haiN. Afsos iss baat kaa hai ki ham aap ko pahachaan nahiN sakeN kyoN ki aap ne apanaa username hi nahiN likhaa hai.:confused:
Forum: Shayri-e-Ishq 12th August 2008, 11:14 PM
Replies: 19
Views: 3,442
Posted By prasad.kulkarni
Aap ki iss baat pe Rahim ke kuchh dohe yaad...

Aap ki iss baat pe Rahim ke kuchh dohe yaad aagayeN. HaalaaN ki ye jagah dohoN ko doharaane keliye nahiN hai, phir bhi aap ko sunaane ki gustaaKhi kareNge..

Rahiman dhaagaa prem kaa, naa toDo...
Forum: Shayri-e-Dard 12th August 2008, 10:56 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
qurbaaN hoN jo dil unheN Khudaa raKh letaa hai ...

qurbaaN hoN jo dil unheN Khudaa raKh letaa hai
dilwaaloN pe Khudaa Khud fidaa hotaa hai
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 12th August 2008, 10:41 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
hairaan the ki iss maah wash ko kyaa kaheN wohi...

hairaan the ki iss maah wash ko kyaa kaheN
wohi ho chalaa woh jise ahl-e-wafaa qaafir kaheN
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 12th August 2008, 08:40 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
husn hai to naaz-e-husn bhi hotaa hai aksar...

husn hai to naaz-e-husn bhi hotaa hai
aksar bewafaa hotaa hai jo qaabil-e-tariif hotaa hai
-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 12th August 2008, 08:09 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
yuuN to unki har adaa dil par gazab Dhaati hai ...

yuuN to unki har adaa dil par gazab Dhaati hai
qaatil hai nazar-e-hayaa jo jaan le jaatii hai
-Prasad
Forum: Chit-Chat & General Discussion Forum 12th August 2008, 07:13 PM
Replies: 2
Views: 1,396
Posted By prasad.kulkarni
About adding reputation [Important]

There are some very generous people who take time to add reputation for other members but unfortunately forget to mention their name or username. The person receiving the reps wont come to know who...
Forum: Introduction Forum 10th August 2008, 10:17 PM
Replies: 184
Views: 59,637
Posted By prasad.kulkarni
Self Introduction: Prasad Kulkarni

Forum Name: Shayri Dot Com

Real Name (Yes, I can disclose!): Prasad Kulkarni :)

Sex: Male

Birthday: 9th of August

Sun Sign: Virgo (as per Hindu calendar)
Forum: Shayri-e-Sharaab 10th August 2008, 07:37 PM
Replies: 1
Views: 2,222
Posted By prasad.kulkarni
sahi kahaa hai aap ne.. :)

sahi kahaa hai aap ne.. :)
Forum: Shayri-e-Ishq 10th August 2008, 07:20 PM
Replies: 17
Views: 2,125
Posted By prasad.kulkarni
Bahut hi dilkash andaaz hai. Aap ke iss naGhme ko...

Bahut hi dilkash andaaz hai. Aap ke iss naGhme ko ham ne baar baar paDhaa.. khaas taur pe inn misroN ko:




Aap ke kalam se ab aur bhi umiideN raheNgi..

-Prasad
Forum: Shayri-e-Dard 10th August 2008, 07:01 PM
Replies: 59
Views: 4,136
Posted By prasad.kulkarni
gesuoN meN unki chhipti huii woh barasaat ki...

gesuoN meN unki chhipti huii woh barasaat ki buuNdeN
naa muraad diloN meN jiine ki aag lagaadi hoN jaise
-Prasad
Showing results 1 to 40 of 76

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com