Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 163
Search took 0.04 seconds.
Search: Posts Made By: Arnab
Forum: Shayri-e-Dard 31st January 2009, 09:13 PM
Replies: 3
Views: 1,502
Posted By Arnab
Tujhe aazmaane ki tamanna karte hai log

Tujhe aazmaane ki tamanna karte hai log
Ishq, qya-qya fir saamnaa karte hai log

Aashiyana jaal gaya chahane waloen ka
Aab Viraane mein mila karte hai log

Ashk peene mein bekhudhi ka mazaa...
Forum: Shayri-e-Dard 15th November 2008, 11:04 PM
Replies: 4
Views: 2,156
Posted By Arnab
Yes you are right. I've taken the matla(first 2...

Yes you are right. I've taken the matla(first 2 lines) to set the context right..But all the asar's are mine...This gazal by basir badar is also my fab one.
Forum: Shayri-e-Dard 15th November 2008, 09:25 PM
Replies: 1
Views: 803
Posted By Arnab
Sau shaama jala to kya bana mehfil unke guzar jane tak

Sau shaama jala to kya bana mehfil unke guzar jane tak
Gazal likhu ya tera naam likhu ankhoen mei utar jane tak

Yun bhi hota shabnaam pe asar teri badan chhu jane par
Khaakh mein fir paltein...
Forum: Shayri-e-Dard 15th November 2008, 03:04 PM
Replies: 1
Views: 684
Posted By Arnab
Hasratien bhar kahaani hoti hai

Hasratien bhar kahaani hoti hai
khwaab mein bhi jawaani hoti hai

Ishq do diloen ki Pukhtagi* hain magar
Yeh aankhoen ki naadani hoti hai

Pukhtagi=maturity

Gulaab ka badan chhaan ke dekh...
Forum: Shayri-e-Dard 11th November 2008, 09:57 PM
Replies: 4
Views: 2,156
Posted By Arnab
kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera

kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera
kuch ne kaha mahtaab* hai kuch ne kaha yeh chehara* tera

Mahtaab=moon
chehara = face

Aaj Andheroen se roshaan hai raat, chaand bhi...
Forum: Shayri-e-Dard 9th November 2008, 08:48 PM
Replies: 0
Views: 564
Posted By Arnab
Honshwaloen ke naam jaam huwa hai

Duniya mein utna hi naam huwa hai,
Jiska jitna hi badnaam huwa hai,
Bekhudi wale aaj ashkoen se peete hai,
Honshwaloen ke naam jaam huwa hai
Forum: Shayri-e-Dard 9th November 2008, 12:55 PM
Replies: 0
Views: 767
Posted By Arnab
2 shers for Opposite mood

Shaam hote hi charaagoen ko bujha deta hoon.
Teri yaad kafi hai, gum-e-mehfil mein jalne ke liye


Mai teri tasawwur mein khoya huwa tha
Nind khuli to aankhoen ne bura maan gaya

-Mauj
Forum: Shayri-e-Dard 8th November 2008, 08:33 PM
Replies: 1
Views: 582
Posted By Arnab
Saqii ko pilani ki koi ilzaam na di jaye

Saqii ko pilani ki koi ilzaam na di jaye
Chahe bekhudi mein mujhe jaam na di jaye

Peene wale log to yun hi peete hai magar
Har paimane ko 'bewaafa' naam na di jaye

Uski khaat mein mera zikr...
Forum: Shayri-e-Ishq 1st November 2008, 01:18 PM
Replies: 2
Views: 1,139
Posted By Arnab
Teri in zulfhoen ko aaj sitaroen ke haawaale kar de

Teri in zulfhoen ko aaj sitaroen ke haawaale kar de
Adaa hai tujh sa agar yeh raat fir mujhe diwaane kar de

Humne raat mein dekhi hai badr-e-noor* tere husn se pahele
Tere husn ke baad mere...
Forum: Shayri-e-Dard 22nd October 2008, 10:04 PM
Replies: 0
Views: 690
Posted By Arnab
Ankhoen ko ashkoen ki nikalne ki sabar ho jati hai

Ankhoen ko ashkoen ki nikalne ki sabar ho jati hai
Hum chhupate hai par zamaane ko khabar ho jati hai

Yun to aaiine sach bolne ki kimaat kahan letein hai
Daag imaan pe ho agar to aks-e-nazar ho...
Forum: Shayri-e-Dard 21st October 2008, 06:43 PM
Replies: 2
Views: 965
Posted By Arnab
Teri nazaroen se roshan hai sabab tere samne

Teri nazaroen se roshan hai sabab* tere samne
Hai chaand qya chiz hai mahtaab* tere samne

Meri aankhoen ne kahe dala haale dil mera
Humne laakh koushik ki woh baat tere samne

Iraada nek...
Forum: Shayri-e-Dard 12th October 2008, 12:54 PM
Replies: 6
Views: 950
Posted By Arnab
Aag puri tarah kahaan bujhi hai abhi

Aag puri tarah kahaan bujhi hai abhi
Tere dil se to baas dillagi hai abhi

Dostoon ne loota hain bhari bazaar mein
Kya khaakh dushmanoen ki kami hai abhi

Rishtein dil se bante hain aur ghar...
Forum: Shayri-e-Dard 19th April 2007, 12:23 PM
Replies: 21
Views: 1,627
Posted By Arnab
Gazal chor

Rajveer you are a real ghazal chor. Every ghazal are picked from well known shayar. What you think? No one in this forum hear/read popular ghazal.

It is also unfortunate that most of the people...
Forum: Shayri-e-Dard 28th February 2007, 12:47 PM
Replies: 31
Views: 2,955
Posted By Arnab
Why you are copying popular gazal. It is un...

Why you are copying popular gazal. It is un ethical to post others' creation in your own name.
Forum: Shayri-e-Dard 18th October 2004, 11:14 AM
Replies: 2
Views: 2,208
Posted By Arnab
Evolution of Urdu Gazal

The Evolution of Urdu Gazal

Arnab Goswami


‘Gazal’, is a blessing to Urdu language. The journey of Gazal is very long and vivid and its transformation has always augmented its charm and...
Forum: Shayri-e-Dard 21st May 2004, 05:37 PM
Replies: 2
Views: 1,925
Posted By Arnab
Thanks Afsan ji....

Thanks Afsan ji....
Forum: Shayri-e-Dard 19th May 2004, 12:37 PM
Replies: 2
Views: 1,925
Posted By Arnab
Gazal- Chaand utar kar aa jaye shishe mein aur jaam ho jaye

Ek Gazal pesh hai, aaj likha hoon.
------------------------------------------


Chaand* utar kar aa jaye shishe mein aur jaam ho jaye
Teri surat si har gali mein aaj ek shaam ho jaye

[...
Forum: Shayri-e-Dard 27th April 2004, 10:48 AM
Replies: 4
Views: 1,101
Posted By Arnab
Thanks Afsan.. Actually I've started it well...

Thanks Afsan..

Actually I've started it well then Lost it somewhere.

Lapse in concentration.....
Forum: Shayri-e-Dard 26th April 2004, 11:05 AM
Replies: 4
Views: 1,101
Posted By Arnab
Ek Gazal

Rehnuma hoti nahi hai koi bhi zaamane ke paas
Kya milega ghar tujhe kisi viraane ke paas

Humse baant lete hai gum woh saks hai kidhar
Mera paimana khaali kabse uske paimane ke paas

Log...
Forum: Shayri-e-Dard 17th March 2004, 02:10 PM
Replies: 1
Views: 639
Posted By Arnab
Ek Gazal- Koi gum tujh sa hai ki khaafa ho baitha

Koi gum tujh sa hai ki khaafa ho baitha
Tamannaaon ki ranjish bhi khuda ho baitha

Yun faasloen se guzarna unki kayamaat ho gai
Dharkanoen ka tej hona hi meri sada ho baitha

Shukriya aye mere...
Forum: Shayri-e-Dard 12th March 2004, 03:22 PM
Replies: 7
Views: 1,003
Posted By Arnab
are aaman shahab..bahut dino baad.... Sukriya...

are aaman shahab..bahut dino baad....
Sukriya tareef ke liye..

Waise bahut dino se aapka koi kalaam nahi pade hai..Jaldi se koi likh bejiye...
Forum: Shayri-e-Dard 12th March 2004, 03:11 PM
Replies: 13
Views: 1,297
Posted By Arnab
Great work..Keep it up. The first ashar is...

Great work..Keep it up.

The first ashar is quite similar to Gulam Ali Gazal

Kiya thaa ishq jis se, hamne zindagi ki tarah
Woh ashnaa bhi mila mujhse koi ajnabi ki tarah
Forum: Shayri-e-Dard 10th March 2004, 02:25 PM
Replies: 7
Views: 1,003
Posted By Arnab
Thanks Sanjoo ji & afsan ji,

Thanks Sanjoo ji & afsan ji,
Forum: Shayri-e-Dard 9th March 2004, 09:59 AM
Replies: 7
Views: 1,003
Posted By Arnab
Ek Gazal Dil se-Pls read

Hai tere iqtiyaar mein zindegi to yeh kam qya hai
Mujhko choth dene wale yeh soch marham qya hai

Hum ek umr se waaqif hai ab na bahelao humhe
Ke lutf* qya hai meherbaan mere aur sitam qya hai...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd February 2004, 12:03 PM
Replies: 3
Views: 524
Posted By Arnab
Gazal- Shaukh ishq ka ho to dil ko paimana Kar de

Shaukh ishq ka ho to dil ko paimana Kar de
Ashq ko sharaab kahekar ghar ko maikhana kar de

Har nigah bismil* hai, hudood-e-gum* jaanib*
Shahidane* ke khuda ko tu fanah* kar de

Bismil = to...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd February 2004, 12:01 PM
Replies: 0
Views: 434
Posted By Arnab
Ek Sher

Maikhane se kuch sharaab dil mein bhar lete hai
Kamvaqt ghar jate hi nasha utar jata hai...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd February 2004, 11:59 AM
Replies: 0
Views: 863
Posted By Arnab
Gazal- Aankhein utna hi aap khula kijiye

Aankhein utna hi aap khula kijiye
Jitni dushmanoen se shula kijiye

Khaakh bantein nahi diloen ke tabahi par
Gar charaagoen sa aap jala kijiye

'Ishq' tere aanjaam se mohabaat hai humhe
Fir...
Forum: Shayri-e-Dard 20th February 2004, 12:23 PM
Replies: 6
Views: 1,016
Posted By Arnab
Are sharabi bhai, bahut din baad taasreef...

Are sharabi bhai,

bahut din baad taasreef laye hai, is anjuman mein. tabiyaat kharaab thi kyaa?
Forum: Shayri-e-Dard 18th February 2004, 10:26 AM
Replies: 6
Views: 1,016
Posted By Arnab
Sukriya Shimul ji, Bahut din baad maine fir...

Sukriya Shimul ji,

Bahut din baad maine fir ek gazal likha. Waise aap to sab gazal parti hai aur har membran ko motivate karti hai.

Mohabaat har insaan ko khuda bana deta hai...

Waise likhte...
Forum: Shayri-e-Dard 17th February 2004, 09:53 AM
Replies: 6
Views: 1,016
Posted By Arnab
Ulfat mein bhi kisi bewafa se silsila rakhna

Shabnam pe kadam rakhna to aankhein gila rakhna
Ulfat mein bhi kisi bewafa se silsila rakhna

Har naqs maujoen ka toofanoen se hi banta hai
Kashti lagakar paani me zindegi se faasla rakhna
...
Forum: Shayri-e-Dard 16th January 2004, 10:21 AM
Replies: 15
Views: 1,610
Posted By Arnab
Just awesome....

Just awesome....
Forum: Ghazal Section 8th January 2004, 11:34 AM
Replies: 1
Views: 1,128
Posted By Arnab
You write awesome.. Carry on with your work

You write awesome..

Carry on with your work
Forum: Shayri-e-Dard 24th December 2003, 03:45 PM
Replies: 1
Views: 905
Posted By Arnab
Gazal-Koi rutba ho ke zindegi tujhse khafaa hoon mai

Koi rutba* ho ke zindegi tujhse khafaa hoon mai
Gairoen se wafaa karke Khud se bewafaa hoon mai

[rutwa=stature]

Meri Tanhaiyaan mujhse bichad ke kis haal mei hai
Sada doon usko ke tujhse...
Forum: Shayri-e-Dard 23rd December 2003, 12:44 PM
Replies: 2
Views: 804
Posted By Arnab
Gazal-Izajat teri aankhoen ka agar yeh kayaamaat hota

Izajat teri aankhoen ka agar yeh kayaamaat hota
Khuda ko tere har nazar se fir mohabbaat hota

Aaftaab se raushan ho kar qya qaamat* pai hai
Tujhe dekh le to woh chaand ki aukaat hota

[...
Forum: Anjuman-e-Shayri 23rd December 2003, 12:42 PM
Replies: 634
Views: 61,384
Posted By Arnab
Parastar Ji, Aaapka invitation milne par mujhe...

Parastar Ji,
Aaapka invitation milne par mujhe behadh khushi hoi..Aapke mehfil ke naam mere ek gazal hui...Jo maine aaj likha...



Izajat teri aankhoen ka agar yeh kayaamaat hota
Khuda ko tere...
Forum: Shayri-e-Dard 19th December 2003, 01:05 PM
Replies: 2
Views: 744
Posted By Arnab
Gazal-Laab pe ho paawandi agar dil se iltizaa hi sahi

Laab pe ho paawandi agar dil se iltizaa hi sahi
Baat aankhoen se nikli magar meri sazaa hi sahi

Shikayaat Karne wale taamir* wajah ka rakhna
Ek beysabab* iint* diwaaroen se khaata hi sahi
...
Forum: Shayri-e-Dard 17th December 2003, 03:56 PM
Replies: 1
Views: 641
Posted By Arnab
Bura mat maan lena boss... Yeh Gazal aapki...

Bura mat maan lena boss... Yeh Gazal aapki hai....Qyoon ki, Yeh gazal maine pahele kahi suna hai.
Forum: Shayri-e-Dard 17th December 2003, 11:36 AM
Replies: 1
Views: 522
Posted By Arnab
Gazal- By Qaatil Shifai

vo dil hii kyaa tere milane kii jo duaa na kare
mai.n tujh ko bhuul ke zi.ndaa rahuu.N Khudaa na kare

rahegaa saath teraa pyaar zi.ndagii ban kar
ye aur baat merii zi.ndagii vafaa na kare

ye...
Forum: Shayri-e-Dard 15th December 2003, 10:06 AM
Replies: 4
Views: 779
Posted By Arnab
Thanks Chand Ji

Thanks Chand Ji
Forum: Shayri-e-Dard 12th December 2003, 03:05 PM
Replies: 4
Views: 779
Posted By Arnab
tHANKS sIMUL JI

tHANKS sIMUL JI
Showing results 1 to 40 of 163

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com