Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 14 of 14
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: abduljabbar
Forum: Ghazal Section 12th July 2003, 01:18 PM
Replies: 2
Views: 1,863
Posted By abduljabbar
Cool saqib sahili the poet

kya karain jaan kar daam kushiyoon ka bazaar main

ghubar-e-ghum zindagi se hate to pochoon

os ki aankhoon main mera bharam kya ab bhi hai baki

ranjishain darmiyaan ki mitain to pochoon
...
Forum: Shayri-e-Dard 9th July 2003, 12:21 PM
Replies: 4
Views: 1,110
Posted By abduljabbar
Cool saqib sahili the poet

dookh bhari kahani hai mri ke khushi mere kismat main nahi


luta di duniya jis ke liye wafa us ki fitrat main nahi
Forum: Aapki Shayri 9th July 2003, 12:04 PM
Replies: 2
Views: 1,439
Posted By abduljabbar
Red face saqib sahili the poet

shayar na samajh koi shayar-e-zamaan nahi hoon main

jaane kyun sher kehte hain loog mere andaz-e-bayaan ko
Forum: Ghazal Section 7th July 2003, 02:46 PM
Replies: 2
Views: 1,863
Posted By abduljabbar
Red face saqib sahili the poet

hum se takeed-e-wafa aur apni soochain ge

har kaam ho odhar pe zarori to nahi

yoon to hum har safar ko zeer-e-kalam karte hain

har safar ka karian ekhtimam tere diyaar pe zari to nahi
...
Forum: Aapki Shayri 7th July 2003, 02:16 PM
Replies: 2
Views: 1,439
Posted By abduljabbar
Red face saqib sahili the poet

har dam liye phirta tha kashti main kinara

main phir bhi doob gaya hoon yakeen nahi ata




kal tak jo thi sabab wojod-e-hastiy-e-saqib

aj zindagi main os ka saya tak nahi
Forum: Shayri-e-Dard 7th July 2003, 02:08 PM
Replies: 9
Views: 975
Posted By abduljabbar
Thumbs up saqib sahili the poet

good again


shab-e-tanha main bhi tanha na tha main

khud hi sunte the khud hi baat kiye jate the

ji to chahta tha cheen loon girift-e-jahan se tujhe

kitne majboor magar hamian halat...
Forum: Shayri-e-Dard 7th July 2003, 02:06 PM
Replies: 4
Views: 1,110
Posted By abduljabbar
Post saqib sahili the poet

jo nadaan the to kushi kaneez thi dar ki

aj cha hain to ghum daaman phiroti hai

aarz-e-shad main reh kar bhi nashad rahe wo

shana-e-mayoosi pe his ki umeed soti hai

aass aisi bhi jo ke...
Forum: Shayri-e-Dard 7th July 2003, 02:02 PM
Replies: 14
Views: 1,168
Posted By abduljabbar
Thumbs up saqib sahili the poet

bahuat maza aayega yahan shayari kar ke hai na gudiya


dil pe ek boojh othaye phirte hain

itne sada ke phir bhi muskuraye phirte hain
Forum: Shayri-e-Dard 7th July 2003, 01:58 PM
Replies: 6
Views: 619
Posted By abduljabbar
Thumbs up saqib sahili the poet

good just great what else could i say



us shakash ko ho aashnai roshni se to kaise ho

tuloo-e-sehar hi laye andhera jis ki zindagi main

aday-e-umeed kya ho ti hai woh bekhabar...
Forum: Shayri-e-Dard 7th July 2003, 01:55 PM
Replies: 7
Views: 913
Posted By abduljabbar
Thumbs up saqib sahili the poet

good gudiya

keep it up tum bahuat jald apna mukaam bana sakti ho just keep on writing and hope to read u back soon:) ;)
Forum: Shayri-e-Dard 20th June 2003, 01:13 PM
Replies: 4
Views: 1,110
Posted By abduljabbar
Smile thank u sanam

thank u sanam dil-e-shikast meri poetry like karne ki hain ye shayari meri apni hai aur main bazaat-e-khud ek shayar hoon mera takhalus saqib sahili hai aur jo bhi main yahaan post karoon ga ya...
Forum: Ghazal Section 19th June 2003, 08:54 PM
Replies: 2
Views: 1,863
Posted By abduljabbar
Lightbulb kalam-e-saqib sahili

main teri talash main hoon ek umer se aur

tujhe pane ko ek umer aur chahiye

ye zindagi to beet gai asaar-e-ishq sameet te

enhian nibhane ko ek umer aur chahiye

beshak hai tere gird...
Forum: Shayri-e-Dard 19th June 2003, 08:51 PM
Replies: 4
Views: 1,110
Posted By abduljabbar
Lightbulb kalam-e-saqib sahili

yoon to har khooj main naam sar-e-fehrist tehra

baat apni karain to aj tak safar main hoon

ghum-e-dil kabhi muskrate hotoon pe aayaan na hua

koi majnu hoon ya mahir es maidan-e-hunar main...
Forum: Aapki Shayri 19th June 2003, 08:20 PM
Replies: 2
Views: 1,439
Posted By abduljabbar
Lightbulb kalam-e-saqib sahili

tera mashkoor hoon kismat leakhne wale

mere hi doost ko mera aakib leakha

toot kar shidat-e-ghum main jis ki

lahu-e-jigar se pehli bar kalam ne saqib leakha
Showing results 1 to 14 of 14

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com