Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 21 of 21
Search took 0.00 seconds.
Search: Posts Made By: hassan_bashir
Forum: Shayri-e-Dard 5th August 2005, 12:48 PM
Replies: 2
Views: 1,639
Posted By hassan_bashir
~{ Ranjish hi sahi }~

Ranjish hi sahi dil ko dukhaane ke liye aa
Aa phir se mujhe chod ke jaane ke liye aa

Pehle saa maraasim na sahi phir bhi kabhi to
Rasm-o-rahe duniyaaN hi nibhaane ke liye aa

Kis kis ko...
Forum: Shayri-e-Sharaab 5th August 2005, 12:37 PM
Replies: 1
Views: 861
Posted By hassan_bashir
~{Jhum ke jab }~

Jhum ke jab rindoN ne pilaa dee
Shekh ne chupke chupke duaa dee


Ek kami ti taaj mehal maiN
Hum ne teri tasveer lagaa dee


Aap ne jhutha wada kar ke
Aaj humari umar badhaa dee
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 5th August 2005, 12:35 PM
Replies: 0
Views: 1,188
Posted By hassan_bashir
~{ Bethe hue }~

Bethe hue dete hain woh daaman se hawaayeN
Allah kare hum na kabhi honsh maiN aayeN

Bekhud yuuhiN rakhengi humeN shokh adaayeN
Jab saamne hoN aap to kyaa honsh maiN aayeN

Pallaa rahe dono...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 5th August 2005, 12:33 PM
Replies: 0
Views: 828
Posted By hassan_bashir
~{ Zaruri to nahiN}~

Umar jalwoN main basar ho yeh zaruri to nahiN
Har shab-e-ghum ki sehar ho yeh zaruri to nahiN

Chashm-e-saqi se piyo ya lab-e-saagar se piyo
Bekhudi aathoN pehar ho yeh zaruri to nahiN

Nind ...
Forum: Ghazal Section 5th August 2005, 12:29 PM
Replies: 0
Views: 1,010
Posted By hassan_bashir
~{Daagh DuniyaaN }~

Daagh duniyaaN ne diye zakhm zamaane se mile
Hum ko yeh tohfe tumheN dost banaane se mile


Hum taraste hi taraste hi taraste hi rahe
Woh falaane se falaane se falaane se mile


Khud se...
Forum: Ghazal Section 5th August 2005, 12:27 PM
Replies: 0
Views: 982
Posted By hassan_bashir
~{woh har makaam }~

Woh har makaam se pehle woh har makaam ke baad
Sehar thi shaam se pehle sehar hai shaam ke baad

Har inqalaab-e-mubaarak har inqalaab-e-azaab
Shikasht-e-jaam se pehle shikasht-ejaam ke baad
...
Forum: Ghazal Section 5th August 2005, 12:25 PM
Replies: 1
Views: 1,078
Posted By hassan_bashir
~{Tum Na maano }~

Tum na maano magar haqiqat hai
Ishq insaan ki zaroorat hai

Kuch to dil mubtala-e-vehshat hai
Kuch teri yaad bhi qayaamat hai

Mere mehboob mujh se jhuth na bol
Jhuth surat-e-sar sadaaqat...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 12th February 2005, 07:33 PM
Replies: 0
Views: 948
Posted By hassan_bashir
~*~Kyaa Jaayegaa~*~

May pilaakar aap kaa kyaa jaayegaa
Jaayegaa iimaan jis kaa jaayegaa

Dekh kar mujh ko wo sharmaa jaayegaa
Ye tamaashaa kis se dekhaa jaayegaa

JaauN but Khaane se kyun kaabe ko maiN
Haath...
Forum: Ghazal Section 12th February 2005, 07:16 PM
Replies: 2
Views: 1,147
Posted By hassan_bashir
Shukriya Parul jee ! but yeh maine nahin likha...

Shukriya Parul jee ! but yeh maine nahin likha hai.

is ghazal ke poet ka naam Nida Fazli hai !
Forum: Ghazal Section 27th January 2005, 09:31 PM
Replies: 1
Views: 812
Posted By hassan_bashir
~*~Hum Nahin~*~

Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahiN,
Kaise kaheiN ki tere talabgaar hum nahiN,



Khud ko jala ke khaq kar dala, mita diya,
Lo ab tumhari raah meiN dewaar hum nahiN,
Forum: Ghazal Section 27th January 2005, 09:26 PM
Replies: 2
Views: 1,147
Posted By hassan_bashir
Chal Sako To Chalo...!!!!

Safar maiN dhup to hogi jo chal sako to chalo
Sabhi haiN bhid maiN tum bhi nikal sako to chalo


Kisi ke waaste raaheiN kahaaN badalti haiN
Tum apne aap ko khud hi badal sako to chalo

...
Forum: Ghazal Section 27th January 2005, 09:23 PM
Replies: 0
Views: 862
Posted By hassan_bashir
Teray Khushboo Main Basay Khat

Teray khushboo main basay khat main jalata kaisay
Pyaar mein doobay huey khat main jalata kaisay
Teray haathon kay likhay khat main jalata kaisay


Jinka har lafz mujhay yaad paani ki tarah ...
Forum: Shayri-e-Dard 27th January 2005, 05:23 PM
Replies: 4
Views: 864
Posted By hassan_bashir
Dear Pulkit, mera kalaam padhne aur pasand...

Dear Pulkit,

mera kalaam padhne aur pasand karne ke liye hum aap ke mamnoon hain ...
bohat shukriya !!
Forum: Shayri-e-Dard 27th January 2005, 05:20 PM
Replies: 4
Views: 864
Posted By hassan_bashir
W. salam salim sahib, Ek dafa phir mera...

W. salam salim sahib,

Ek dafa phir mera kalam pasand karne ke liye bohat -2 shukriya..
Forum: Anjuman-e-Shayri 26th January 2005, 07:05 PM
Replies: 3
Views: 1,340
Posted By hassan_bashir
wah wahhhhh....bohat khub andaz...!!! best of...

wah wahhhhh....bohat khub andaz...!!!
best of luck...
Forum: Shayri-e-Dard 26th January 2005, 06:48 PM
Replies: 4
Views: 864
Posted By hassan_bashir
~*~Hasrat~*~

DiloN main bante hain armaaN kyun tut ne ke liye
Safar main milte hain kyun log bichhad ne ke liye


Din main lagta hai ke main bhul chuka hoon us ko
Phir chali aai hai yeh raat rulaa ne ke...
Forum: Aapki Shayri 26th January 2005, 06:39 PM
Replies: 2
Views: 1,158
Posted By hassan_bashir
W. salam, mera kalaam pasand karne ke liye main...

W. salam,
mera kalaam pasand karne ke liye main mamnoon hoon
bohat shukiya !
Forum: Aapki Shayri 25th January 2005, 11:58 PM
Replies: 2
Views: 1,158
Posted By hassan_bashir
~*~Tasavvur~*~

Chal de ab Kyun Hai Tu Karta Yuun Intazar Hassan
Woh bhi to bethey hue honge be-qaraar Hassan


Hai dil ko jis ki tamanna kahin to hoga woh
Tera bhi hoga kisi ko to intazar Hassan


Din...
Forum: Aapki Shayri 20th January 2005, 04:15 PM
Replies: 0
Views: 1,057
Posted By hassan_bashir
Baad Tere ..!!!

Hum agar chey jo bichad jaaengey
Baad lamhein woh yaad aaengey

Sath tere to hai chaman yeh jahaaN
Baad tere yeh sukh jaaengey

Yeh nazarey yeh faza aur yeh sama
Baad tere bohat rulaaengey
Forum: Aapki Shayri 20th January 2005, 03:54 PM
Replies: 2
Views: 845
Posted By hassan_bashir
W. salam Salim jee, Mere sher pasand kane ke...

W. salam Salim jee,

Mere sher pasand kane ke liye bohat shukiriaa ...!!!

Inshallah aage bhi aap sab ki pasand pesh karne ki koshish karunga...

Allah hafiz
Forum: Aapki Shayri 19th January 2005, 05:08 PM
Replies: 2
Views: 845
Posted By hassan_bashir
Khwab

Isey main khwab kehta hoon ya shayad yeh haqiqat hai
Mila jab se hooN tum se saari duniyaaN khubsurat hai

Subah se shaam tak har dam tumhein hi sochta hoon main
Mere khwaboN khayaaloN maiN basi...
Showing results 1 to 21 of 21

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com