View Single Post
Old
  (#19)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th January 2016, 10:34 AM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
Shukriyaa madhu jee sab se pahale aane ke liye sawalon ko le kar

kavitaa coldge se bhee pahale se likh rahaa thaa par andaaz nahee thaa kaisaa likhataa hoon. meree prernaa Sahir jee kee shayari thee jine padh ke mujeh ahsaas huaa ki main bhee likh sakataa hoon. aur us waqt dosts apane dukh sukh bahut share karte the un ko likhane kee koshish kartaa tha mujeh agata thaa apane aap ko likhate huye insaan eemandaar nahee rahataa dukh ko sukh ko adhik badhaa detaa hai is liye meree shayari me main kam hotaa thaa meraa aaspaas zyada hota tha

par haan ek baat achee lagatee thee ki meree kavitaayen ladkion ko bahut pasand thee aur mujh se kavitaayen sun ne ke liye mujeh gher letee theen

mere ghar men mere siwa kisee ko kavitaa bahut apsand nahee par haan shanu ko achaa lagataa hai ki meree shayari log pasand arate hain aur jo un par likhataa hoon us shayari ko wo pasand kartee hain .

meree maa meree shayari kee sab se badee fan hai aksar padhatee rahatee hain samajh paayen yaa nahee par bahut ashirwaad detee hain meree kavitaa ko

shanu kaa sahyog milataa hai sadaa us ke waqt men se hee main kavitaa ke liye waqt nikalaa hoon
Shukriya anil ji..aapne bahut achche se mere sawalon ke jawab diye...

Sahi aapne.jeevan sathi ka ye sahyog bhi bahut hota hai..ki ham unka vaqt chura kar shayri ko dein..aur unhe koi shikayat bhi na ho.....

Silsile ko aage badhane fir hazir hoti hun...

Regards
Madhu



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote