6th November 2007, 11:58 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
me.in apni hi uljhi hui raahon ka tamasha,
jaate hain jidhar sab main udhar kyun nahin jaata!
|
jaata hai dil waha.N jaha koi na apna
milti tanhayi waha.N jaha simta sara jahaan
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
|