Quote:
Originally Posted by Hamdam
Do kadam saath chale aur do kadam ki baat thi ,
aapne badli rah ,aap mein.vo baat thi.
Arvind ji kya kahun ...apka dard mehsoos kar raha hun ...
Teer gahra laga hai mere see mein kabhi ,
lahu bhi tapka nahi per zigar chalni ho.gaya.
kuch aisa hi laga mujhe aapke kalaam ko per ke ..
yun kab tak bewajah rulaoge is kadar humko ,
ab tau hichkiyon ne siskiyon ka saath chor diya hai.
Sanjay Sehgal
|
thanx a lot sanjay g .................................................. ....