Thread: औरत ..
View Single Post
Old
  (#24)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th August 2014, 04:06 PM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
Kisi mudde m behas se behtar hai ki waha se panah Li Jaye.... Hassan sahab ek Baar Fir se rahnumai ki jrurat hai aapki... How to deactivate my profile from sdc... Plz guide me
Ashwani ji

aapne jo poetry share ki hai, bahut acchi hai, hame behad pasand aaye hai, aapne poet ka takhallus likha to hai par us se yeh zahir nahi hota ki wo aapka hai ya kisi aur poet ka, es liye confusion ho rha hai sabko.

members ne aapko reps points bhi diye to bhi aapne yeh nahi kaha ki yeh ahsaas kisi aur ke likhe hai, yeh aapko batana chahiye tha tabhi...anyways ab jo ho gya so ho gya ainda aap khayal rakhiyega.

dear members, pyar se har baat solve ho jaati hai aur gusse se chotti si baat bhi bigad kar badi ho jaati hai...so plsssss har baat ko solve karne ki sochni chahiye na ki baat ko badane ki

baat ko khatam kijiye aur aage badiye sab log


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...