hi -
24th May 2005, 07:56 PM
Nishant ji
agar aap apni is behudi jaban ko kabu main rakhe to behtar hoga
kahi aisa na ho ki hume aapke khilaaf koi sakht kadam uthana
pade
yeh site ssaaf suthri shayri ke liyai banayee gayi hai
aap achi family sai belong karte hai isiliyai apni in giri hui bato sai
unke naam ko mitti mai naa milaye
aasha hai ki meri baat aapko samajh to aa hi gayi hogi
so plz mind it.
|