View Single Post
Old
  (#86)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 7th February 2008, 01:43 PM

Quote:
Originally Posted by pooja_d View Post
didi.......main sdc pe aai nahi jyada...aaj pata chala apka ye msg.....ye padhke bahot bura laga.....main kitni buri hu ke aapki beti ki tabiyat kharab thhi or puchha tak nahi...jitne bhi karan hai aapki narazgi ke sab jaanti hu.....lekin meri bhi majburiyan hai, aap jaanti hotin to aisa na kahetin....didi mujhe maaf kar dena.....sacch me mujhse bura koi nahi, aap mujhse kitna pyaar karti hain or maine kya kiya......didi plz aap sdc pe roz aaiye....maine aapko msg nahi kiya lekin baaki members ne to msg kiya na, unke bare me sochkar yaha roz aana.....band na karna....agar aapne fir aisi baat ki to sacch aapki kasam kabhi sdc ka page open nahi karungi.....didi apko mujhe daantne ka poora haq banta hai, aap naraz hain koi shikayat hai to kahane ka haq hai apko, mujhe kabhi boora nahi lagega.....main sab jaanti hu apko kya bura laga hai.....bas aapse haath jodke maafi maangti hu...

Apki.....
Haan agar sachhe dil se maafee maango to bhagwaan bhi maauf kar deta hai to sunitaa jee to ek bahut achhi insaan hai, aur jaise maine aage lamha ke topic par kaha tha maufee mangana koii boori bat nahii hai, yeh vahii log karte hai jo vinamra hote hai, kyunkhi maaufee manga bhi himmat kaa kaam hai, kyunki us men jhookana padta hai. aur tum men vo gun hai pooja, haan kuchhh log hote hai pathhar dil jo lakh maufee maango to bhi maauf nahii karte ,magar sunitaa jee un men se nahee hai.Is liye dukhi aur udaas hone kii jaroorat katey nahee hai, sunitaa jee tumhe jaroor mauf kar degii.

aur sunita jee maine aap ki beti ke ache hone kii duaa mangii thi us men se kuchh duaa pooja ki gin lena, phir to koii udaas nahee hogaa.


regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote