11th February 2006, 06:08 PM
jab kabhi bhi pyar karo,pyar ko jane mat dena
jo tumko pooje us ko tum,pyar main tane mat dena
warna parchai ko pakroge,aur saye rah jayenge
apana ek na payoge ,sab praye rah jayenge
Aaj samjha wo uski diwani aankhe kya kahti thi
this line really mean a lot ,really shrdh u r too gud .aise hi lihkthe rehna tumne duniya ki hakaiakt samne rakh diya hai,kash yeh sab padh kar jo yeh glathi karte aaya hai voh smahal jaye.
take care
|