View Single Post
Old
  (#6)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
14th October 2009, 09:43 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-


Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi


Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous


(Hassan Rasheed)
Hassan jee,

aap ki yeh peshkash ab tak ki mujhe best ghazal lagi... ehesaas to kya kahu???

mujhe hilla kar rakh diyaa....

Beshq Daad ke qabil..............

Aise hee likhte rahiye

aur mahefil roshan karte rahiye

aap ki dost

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote