View Single Post
Old
  (#26)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 16th October 2009, 11:13 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Kya baat h hasan ji, har sher taarif ke kaabil h...... padh ke mujhe ek kaavish yaad aa gayi
koi tum se puche kaun hu main to kah dena koi khaas nahi
ek dost h kaccha pacca sa, ek jhoot h aadha saccha sa
superb..... sir
Shipra Jii,,

Hur dafa meri poetry pasand karanay aur mera saath dena ka boht boht shukria

Han g,, mujhe bhi yaad aa gayi yeh kaavish, mujhe thori thori yaad hai,
woh kuch youn hai:-


Koi tum say poche kon hon main
Tum keh dena koi khas nahi
Ik dost hai kacha pakka sa
Ik jhoot hai aadha sacha sa
Jazbat ko dhanpay ik parda
Bus ik bahana acha sa
Jevan ka aisa sathi hai
Jo door na ho kar pas nahi
Koi tum se poche kon hon main
Tum keh dena koi khas nahi


Umeed hai aagay bhi aap ka aisay hi saath milta rahay ga,,

Apna khiyaal rakhiye ga,,

GOD BLESS YOU,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote