View Single Post
Old
  (#36)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 24th December 2009, 09:34 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Aaj DIL.....thora sa udaaas hai.....to yeh likh dia.....:-


Koi tumse agar poch bethe k kon hon main
To bila jhijhak bata dena koi khaas nahi

Waja-e-hamdardi ki khatir mujhse baat karti ho
Dar haqeeqat zara bhi tere dil ke pass nahi

Langar to faqeeron mein bhi taqseem hota hai
Khanay per bulati ho lekin izzat mujhko raas nahi

Khiyaal rakhti ho sirf khidmat-e-khalaq waastay
Jag ko yeh bhi bata do tumhe mujh se koi aas nahi

Tareeqa-e-zeest hai jo tum mujhse bewafai nahi karti
Warna umer bhar saath nibhaon itna farz-shanaas nahi


Bila Jhijhak = Without hesitation
Waja-e-hamdardi = Due to kindness
Dar Haqeeqat = Actually
Faqeeron = Beggars
Khidmat-e-khalaq = Kind to humanity
Jag = World
Tareeqa-e-zeest = Method of Live - Dunia-daari
Farz-shanaas = Duteous

(Hassan Rasheed)



wahhhhh..... beautiful indeed.... umdaa ehsaas.... har ek sher dil me utar gaya.... dil se daad hazir hai.... yuhi mehfil ko roshan karte rahiye.... khush rahiye....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote