13th February 2009, 08:07 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Yeh ankhe bhi saughat hai teri ishq-e-wafa ki
intezar mai ali tau kab ka nabeena ho chuka tha
|
Daikh aa kar kabhi ujray hooway dill ki ronaq
kaisi basti teri yaadon ki basa li hum nay
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|