5th November 2007, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by kuhulika
jhel chuka hai dil sitam itNe ki
ab koi armaa.N na raha ismein
mein.....
|
me.in apni hi uljhi hui raahon ka tamasha,
jaate hain jidhar sab main udhar kyun nahin jaata!
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|