View Single Post
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
9th October 2008, 01:03 AM

janaab rahveer sahib !

daad dene ko haazir to huN par laa jawaab huN !

beshaQ aapko ye ghazal kahe kuch waQt ho gaya ho par iss ki mahak abhi tak fizaa meiN mauzood hai !

aapka kalaam yakiinan behad sukhanwar ,aur hurf baa hurf apne juzbaat ke liye imaandaar hai !

mujhe chand ashaar aat behad dil azeez lage !

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....

baki ..

malik aapka ye Qaif barQaraar rakhe !

tareef Qabool ki jaaye

apnaa khyaal rakhiye !


andaaz
   
Reply With Quote