View Single Post
Old
  (#24)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
7th January 2015, 02:53 PM

Sanjay ji

ham aik mahine ke liye SDC se chutti le rhe hai to ab sdc par aik mahina aana shayad mumkin na ho, hamne aapke saath yeh silsilla shuru kiya tha, par ab esko aage Anu (MAST) bhai badayeNge. umeed karti hu yeh silsilla aapke liye aur sdc ke members ke liye bahut yaadgaar rhega. meri taraf se chand sawaal aapke liye


1. apne shayri kis umr se shuru ki ?

2. shuruyaati shayri meiN aur ab ki shayri meiN kya fark mehsoos karte hai aap?

3. aap sabse jayada kis topic par shayri karna jayada pasand karte hai ?

4. apni pasand ki, apni likhi hue chand gazaloN ke link dijiye hame ?

5. kya aapki wife ko maloom hai ki aap bahut acche shayar hai ?

6. aapne apni wife ke liye ya apne kisi aur family member ke liye koi gazal likhi hai ? agar likhi hai to hamare saath share kijiye ?

7. mashoor shayroN meiN aapke pasandida shayar kaun kaun hai ?



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote