View Single Post
Old
  (#22)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 4th November 2010, 06:41 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Well...zara busy huuN aajkal isiliye Sdc ko waqt nahi de paa rahi huuN,

per aapne khaas dawat di hai apni ghazal per kuch kehne ki tou chali aayi..

ehsaas khoobsurat haiN lamha,per ghazal ki techniques me kayi jagah gadbad nazar aayi mujhe, aap tou ghazal ki techniques se acchi tarah se waqif haiN, kayi baar Gtm me bhi hissa liya hai aapne, phir ye ghaltiyaN kaise ho gayi aapse..

3rd sher me aur maqte me kafiye ki gadbad hai....

5th sher me.."taanti" ka meaning...???

khair in choti moti ghaltiyoN ko nazar andaaz kar deiN tou, on the whole ghazal bohat acchi hai...

daikha nahi hai usko magar jaanti hun main
qadmoN ki aahatoN se pehchaanti hun main


Yeh sher la jawaab hai..yuhi likhti rahiye...........
Zainy,

bahut bahut shukriya aapka ke aapne apna kimati waqt mere is adnaa se kalaam ko diya... kabhi kabhi ehsaas techniques pe bhari pad jate hai... muje ilm hai techniques ka , koshish karungi ki agli baar aapki umeedon pe khari utar saku.... izzat afzai ka bahut bahut shukriya Zainy.... yuhi apna saath banaye rakhiye.... khush rahiye....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote