28th July 2006, 10:59 AM
Hi
Sunita.. , Ruchika ji and all of friends.
Good Morning
Dono aankho mein ashq diya karte hai,
Hum apni ninden aapke naam kiya karte hain.
Jab bhi palakein jhuke aap ki,
Samjho k hum appko yad kiya karte hai.
Is pather ki duniya mein,
aksar dil tut jaaya karte hai,
aankhen bhi sambhalkar bandh karna mere dost palko ke beech bhi sapne tut jaaya karte hai.
--------------
Satish
|