View Single Post
Old
  (#35)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
24th January 2005, 10:39 AM

Feelit ji......


Kyun is nacheez ko sharmida kar rahi hain aap baar baar muafi maang ke.......

sorry agar maine aapka dil dukhaya......

aapse baat karke laga hi nahi ki aap koi gair hain....... yahan to sab apne hain......dil ke kareeb.......... tabhi shayad bura laga.....

aur bura to apno ki maana jaata hai.......

jiska dil itna pyara ho vo mamuli kaise ho sakta hai...... aap to ek nayab tohfa hain jo khuda ne humko diya hai.......

aur maine aapke login name ke baare mein isliye poocha tha kyon ki isko pad ke " FEEL IT" kutch feel hua tha..... ik lehar si dil mein uthi thi.....

Feelit means Mehsoos karna.........

aapke naam ko humne mehsoos kiya...... apko kareeb paya tabhi to apki baat ka bura laga......

varna 8 saal ke baad dhoka kha ke humne auron ki baaton ka bura manana hi chood diya .....

aur aapse mil kar ye jaan liya hai ki har ladki ek tarah ki nahi hoti.....


Sorry one again......

kya main aapka naam jaan sakta hoon......

Muntazir......



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote