8th December 2004, 08:15 PM
raj bhai
aapne hamesha ki tarah ek baar phir mera saath diya iska tahe dil se shukrguzaar hoon main...mein to bas is parivaar ka hissa hoon aap jaisa nayaab dost mile yaha par jinhone hamesha se mere likhe ko sarahyaa raj bhia sitaara to aap hai jo yaha hameshaa aakar hamare likhe ki chamak badhaate hai...aap bhi aage yunhi saath dete rahiYeGaa
-aapka apnaa
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|