View Single Post
Old
  (#22)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 16th October 2009, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
oye hassan bhai baaki batein baad me
aap udaas kyun ho jiii pehle ye bataao...

itni achi ghazal likhne baad bhi koi udaas ho sakta hai kya???
chalo ab ache bachon ki tarah muskuraao
aapki ye ghazal humein bahut pasand aayi

kitne apnepan se aap khud ko begana kar rahe ho ghazal me..
superb mind blowing jii

aise hi likhte raho..

khush raho...
Vicky Bhai,

Aap ki baat bikul sahi hai, ab itni achi ghazal bani hai aur itni tareef bhi hui hai to main udaas nahi hon..
Ab happy hon.. aisay kar kay

Aap ne meray likhay ki itni ziyada tareef ki, main aap ko teh-e-dil se shukria kehta hon,,

Aagay bhi aisay hi saath detay rahiye ga,,

Apna Khaiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 16th October 2009 at 11:06 AM..
   
Reply With Quote