View Single Post
Old
  (#4)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
1st April 2013, 07:59 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Yeh to badi khtarnaak beemari maaloom padhti hai zidd sahab....

Ab roman script to hum roz hi istemaal karte hain.....yeh to badi mushkil hojayegi....

Pls let us know more in detail about this disease...
ji zainyji...khatarnaak to hai hi...kyuki hum log to bilkul prone hai...
sara din yahi karte hai...

aur sach kahu to mujhe kabhi kabhi lagta hai ki mujhe muskil ho rahi hai...M aur P aur N me.

jaise agar 'swapn' likhna ho to , matlab is type ka koi word ..to wakai mujhe recently confusion hone laga hai...ab ye sunkar to aur darr gaya..

isliye kaha ki aur koi dost ho to vo yaha aaye...sab milakar dekhnge..
'symphony' likhna ho to ruk kar sochna padta hai ...ki kya spelling hai....

mujhe lagta tha ,kuch nahi hai...magar ye article se pata chala ki bahut log iske shikaar hain.
   
Reply With Quote