View Single Post
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th September 2009, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Naresh ji..............namaste

waise toh aap ki sabhi poetries achchi hai par har nayi ghazal mein kuch alag ehsaas hota hai.....yeh ghazal mujhe behadh pasand aatyi esp yeh sher....


Judaai ka aalam aur kitni dair tak rahega
"Naresh" ko waqt yeh samjhaataa nahi hai...

behatreen rachna hai yeh aap ki
daad qabul kare

Regards
Praneeta ji......Namashkaar.....aap kaisi hai......aapko meri Ghazal pasand aai......aur itni motee motee taarif ke liye aapka bahut bahut shukriya.....

hamesha ki taraha aap ka saath milta rahega.....toh kuch aur bhi achha shaayad likh saku......koshish toh kar hi raha hu....

intna sammaan aur hausla afzaai ke liye aapka dhanybaad.....

aap hamesha khush rahe.....
aur apna khayal rakhna....

mujhe aapki nayi peshkash ka bahut intezaar hai......




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote