View Single Post
Re: Ek Ladki Ki Zubaan......do Read Frnds Its A Request.....imp
Old
  (#25)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
Re: Ek Ladki Ki Zubaan......do Read Frnds Its A Request.....imp - 3rd April 2005, 11:15 AM

Quote:
Originally posted by dard_thesorrow
HI FRNDS,


EK LADKI KI ZUBAAN HAI YE DOSTON TO PLZ READ


WO MILA BHI HUMSE AUR CHALA BHI GAYA,
ZINDAGI KA SILSILA MAGAR CHALTA HI GAYA,
CHAHA JITNA BHULA DU USE,
WO DIL ME UTNA BASTA HI GAYA,

BHULE TO NAHI MAGAR CHUPA DIYA HUMNE,
KAHE TO SHAYAD SAB KUCH LOOTA DIYA HUMNE,
SAMJHAYA BHI KHUD KO KI WO BEWAFA THA,
MAGAR WO BEWAFA HUMEIN WAFA SIKHA GAYA,

WAFA BHI AISI JO SIRF USKE LIYE THI,
MAGAR USSE DOOR REHNA HI HAMARI KISMAT THI,
CHAHA BAHUT BULA LU USE USI WAQT AWAAZ DEKAR,
MAGAR YE WAQT BHI RETH SA HATHON SE FISALTA GAYA,

GINE TO NAHI MAGAR KAI DAUR GUZAR GAYE,
DOST BADLE,PYAR BADLA AUR MANJAR BADAL GAYE,
SOCHTE THE HUM KAISE JEE SAKENGE TERE BINA,
MAGAR TERA INTEZAR HUME JINA BHI SIKHA GAYA.
dear jubin,
first of all very srry for replying u late. i was in hell of a condition so was unable to reply u before. aaj tumhara yeh kalam pada,acha laga.sach mein dil ko chu gaya.is kalam ne mujhe mere dost se bhichadne yaad dilaya, so felt like replying u ahead. really awesome n well written dear. i had read it before too. u posted it on the other site too. well wow wat a depth of thoughts in ur post. sach mein jab pehle padi thi tab iska ehsaas kuch kam hua tha, magar aaj is kalam ko pad ke sach mein aapne dost ko khone ka gam ka ehsaas hua.gr8 as usual n one more thing buddy.its gud to see tht u are writing so well n watever u wished tht all shud reply u,look now everyone has showered their love for u. keep going buddy. all the best for future too.

aap kya jano kya hota hai dard judai ka
humse yeh poocho kaisa haal hota hai tanhai ka
maut ko laga lete hai majboor hokar gale yaaron
aisa hota hai hasher jab bhi hota hai,ruswai ka!
   
Reply With Quote