View Single Post
Old
  (#44)
sandysandy
Registered User
sandysandy is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
11th May 2007, 04:51 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
yeh meri likhi hue gazal ka hi ek sher hai:

Siyah shab maine gujari jaag kar,
teri yaad tadpati rahi shab-bhar

-sunita virender
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii
merii tarah kisii se muhabbat use bhii thii

[zikr-e-shab-e-firaaq = mention of the night of separation]
[vahashat = fear/dread]


Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....

Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...

Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
   
Reply With Quote