13th July 2014, 02:49 PM
Aur shaad sahab waise to lafzo se khelne k liye kai cizo ko jaanna hota hai samajhna hota hai lekin meri samajh se sher likhne ko bs dil ka dard zubaan pe laana hota hai jab dil me dard bhara ho to zubaan pe sher laana koi mushkil nahi hota ye meri soch hai jo bata raha hu baqi aap mujhse ziyada jaante ho k ek shayar ko sher kehne k liye kya zaruri hota hai kuch bol diya ho to nadaan samajh k maaf kar Dena naraaz mat hona
safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana
I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz
My smile is fake.......
Last edited by furqann; 13th July 2014 at 02:51 PM..
|