hi -
13th February 2004, 03:41 AM
hi banno sis
kasi ho?
piyaar karne se pahle sochna tha..ab pachtane se kiya hoga
magar piyaar ka lutf to isi tarap isi kasak isi intzar main hay..
hay na?
:Unki baatein soch soch kar,
LaboN par muskaan si rehti hai..
Dil me mohabbat panapti unki,
Khamakha aNkhein sharmaati hain.:
wah jnab..kiya bekrari byan ki hay..
acha laga..
khub likhne lagi ho..
good work carry on..
aik banjara''''
bas'''
banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
|