Thread: Sawaal Jawaab!
View Single Post
Old
  (#60)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
20th June 2014, 11:41 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Main aapki baat samajh gayi zidd sahab. ..per is tarah se to knowledge limited ho jaayegi. ..

lekin jo masla paida hua hai uska hal bhi zaruri main aaj hi kuch rules post karti huun...taaki kisi ko koi confusion na ho aur koi misunderstanding na ho

Chaliye agle sawaal ki taraf badhte hain


Words ke correct spelling aur pronunciation kaise pata chale? kyunki spelling se behr per farq padhta hai..

ex:dunia,duniya ,dunya...which one is correct..???


yaha actually rules ki zaruat nahi hai.......agar karna hi hai to ek hi rule kaafi hai mere hisaab se...

wahi participate kare jo debate karna chahe...is thread ka naam hai 'sawaal jawaab'...so vo hota rahega.

sirf koi informative baat batani hai kisiko, ya koi shayri ya shayar se related koi anecdoe/qissa to dusra thread to ban hi sakta hai.

------------------------------------------

zainyji , there are many transliteration guides for this purpose

is tarah se sahi spelling batana imposiible hai.
also spelling differs when transliterarted from hindi and urdu.

jaha tal behr ka ta'aluq hai spelling se..to agar word known hai to koi prob nahi..kyui behr sound consider karta hai , spelling nahi...

magar agar word unknown hai to problem uthna zahir hai...aur iska koi ilaaj nahi hai...ya to sab ek standard transliteration schedule follow karen...jo ki impossible hai ya to bus kisi se pooch hi sakte hai.

ek chota solution ye ho sakta hai , jo kabhi kabhi kaam aa jaaye
vo hai - platts jaisi dictionary try kar sakte hai...50 percent useful hai aapke bataye problem solve karne me.

Last edited by zidd; 20th June 2014 at 11:45 AM..
   
Reply With Quote