29th May 2003, 06:39 PM
meetu ji
aapki tareef ke aage mera shukriya bahut adnaa ho jayega magar majboori hai , humare paas iske alava kuch hai hi nahi .. agar iske alava kuch aur hota to vo bhi adaa kar dete ..
filhal is shuklriya ke sath apna haq adaa karne ki koshish kata hu ..
care to write me ..
|