Qattaa -
25th April 2006, 09:02 AM
Hauze kausar
Nakar mere sabar ka tu imtehan saaqi,
Khali jam lekar me to sadiyon se baitha hun.
Milakar gand panime are kya zoomta hai too,
Main to nazar me hauze kausar leke leta hun.
Mohammedali Bhaidu”wafa”
24April2006
|