Quote:
Originally Posted by masti
Madhu tumhari tareef Mein lafz kam pad rahe hain aajkal.
Bhagwaan kare tum aise hi khoobsoorti se likhti raho aur Hum wah wah karte thak jaaein.
Kya kahun...
Maza as jata hai. Aur pata nahi kyun tumse mili nahi magar tumhare likhe Mein mujhe apna aks nazar aata hai.
|
Aapke pyaar aur sath ka shukriya kya karun sarika bas dua hai ye sath bana rahe....ye baat sach hai aapka likha bhi hamesha mere dil tak pahunchta hai.....jab bhi bazm me aati ho mahak uthti hai mahfil...aati rahna...aur aise hee duaon me yaad rakhna....
Apki tawajjo ka behad shukriya...
Hamesha khush raho....
Madhu...