21st March 2007, 12:40 PM
aapki ye rachna dil ko chuu gayi hai har pankti jaise jeevan ke kiten palon ko saamne laa rahi hai. lajqwaab behad kya kahoo shavd nahi mil rahen. aankho ko dekhoge meri tau samajh jaaoge kis kadar asar kiya hia is rachna.
keep writing
aapka hamesh intzaar rahega
aksar yaad karte hain un guzre hue lamho ko
aksar yaad karte hain un tere diye zakmhon ko
kuch na baaki bacha hai jeevan mein hamaare
jo jeene ko saathi tu na raha
|