View Single Post
Old
  (#61)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
6th February 2016, 07:40 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Anil ji, aapne mere sawaal ka aadha jawaab diya hai, maine yeh bhi kaha hai ki jinse aap mil chuke hai unke bare mein thoda thoda jaroor bataye ki aapko wo kaise lge, jaise aapne unki shayri padkar unke bare meiN soch rakha tha bilkul vaise ya kuch alag

aur yeh jaankar muje behad accha lga ki jin members ko aap milne ki icsha rakhte hai us list meiN hamara bhi naam aata hai

aapse baat-cheet karke accha lga.

regards
main yahan jin se bhee milaa wo ab sab dil ke kareeb hain Manoj kureel shayari men garmee hai par bahut narm inaan hain kunaal kabhee bahut aggrassive thaa ab waqt ke sath bahut mature bhee ho gayaa achaa hayar bhee ban gayaa hai sharadhha apnee shayari jaisee hee emotional magar bahut suljhaee huyee paras jee se kisee kee tulanaa nahee ho saktee wo apane jaisee hee hain na duniyaa jaisee naa shayari jaisee shalini mujhe shuroo men akdoo see lagee par she is so sweet madhu sarika jee ko milane ke baad hee un kee shayari ko padhaa dono apne alfaaz jasee hain apanee awaaz jaisee hain meena jee se na mil ke bhee lagataa hai milaa hoon bahut bahut nek nazuk sa man hai hai un kaa rajveer ke sath us kee dagee men punjab bhee bahut ghoomaa un ke ghar bhee rukaa kamal kaa insaan hai

praveen jee barson naam hee sunataa thaa jab milaa to lagaa jaane kyaa haasil ho gayaa aur pulkit apnee shayari jaisaa hee simple aur us pariwaar ko ek dor men bandhe huye pulkit jee tusee grt ho jee sakhi ek dam simple see

aur aap se phone pe baat huyee hai aap apnee shayari jaise hee khulaa dil din men bahut saa pem izzat aur mukaan bhee aur kyaa kahoon aap se aur meena jee se milane kaa man hai dekhen kab mumkin hotaa hai

kayee naam yadashat ke karan ya zaldee men choote honge mafee managataa hoon un lgon se


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote