16th May 2013, 09:32 AM
koun ab kiska humdard raha zamane mein.
Wo bhi kho gaya jo kahta tha humsafar mujhko.
Main to bekhabar tha ghum ke nasheb se.
Tanha chord gaya wo ghum ke faraaz pe mujhko.
Zindigi mein roz lagte hain naye dard ke paiwand.
Wohi zindigi jo lagti thi saaf daaman mujhko.
Woh kahta tha mere jeene ki wajah hai tu.
Ab kahta hai bhool jao "mahwar" mujhko.
|