View Single Post
Old
  (#18)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
1st July 2015, 11:22 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Rajender ji , Namaste

Aap jaise purane shayroN ke bare meIn jaan.ne ki her ek ki jigyasa hoti hai ..

Maine aap ke profile meiN pera tha ki aap astrology se bhi jure haiN , kyonki maiN khud
bhi is shauq se jura huN tau ye jan.na chahta hUN ki ye hunar aap ne kaise seekha .

App Purane waqt ke shayroN aur aaj kal ki younger generation ki shayri / poetry meiN kya farq mehsoos kerte haIN.

regdsn

Sanjay Sehgal
Sanjay jee aapka shukriya aap yahan aaye
Astrology mera shauk hai proffession nahi hai aap bhi jude hai is shauk se yeh jaankar bahut khushi hui.

Puraane Shayron me aur aaj ki younger generation ki shayri me jo fark hai vo samay ka hai kyonki shayri dil ka kaam hai dimaag to shabd dhoondta hai ehsaas dil me paida hote hai jaise jaise vaatavarn badal raha hai shayri ka rup bhi badal raha hai shayri bhi mooltah do tarah ki hai ek muddon ki shayri aur ek prem ki shayri muddon ki shayri us samay ke halaat ke anusaar badalti rahti hai lekin prem ka mool swarup nahi badalta hai isliya shayri ka mool nahi badal sakta shayri shuru hi prem se hoti hai aur hamesha usi ke ird gird ghoomti hai isliye shabdon ka chayan badal sakta hai likhne ka andaaz juda ho sakta hai lekin ehsaas nahi vo to pahle bhi vaise hi the aur ab bhi vaise hi hain

Asha hai aap mera baat ka marm samajh gaye honge

radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote