View Single Post
Old
  (#103)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 8th July 2014, 01:04 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Thank you so much for the appreciation aru ji. App mere jawab padh rahe hain jaan kar behad khushi hui.

Jaisa ki praneeta ne bataya ...hum log yahi soch kar chale ki jab tak hum face to face nahi milte tab tak sab kuch namumkin hai.

Hum dono ki relationship jis din se shuru hui bus jehan main ek hi sawaal tha ki hum dono kaise milenge? kaise saath rahenge...kahan Fiji aur kahan INDIA.But pehal to karni hi thi akhir milna jo tha. Main ne sab se pehle apni passport banwayi fhir Fiji ka return tickets book kiya ..issi irade se ki milna hai aur shadi karni hai.Flight se 15 din pehle mujhe FIJI citizens k saath foreign citizens ki shaadi k liye kuch requirements k baare main pata laga.
1. single status certificate- aaisa koi certificate india k kisi registrar office se nahi issue hoti kam se kam jamshedpur se to nahi.
2. Birth certificate original -Humari generation k jyadar log k pass muncipality dwara issue kiya hua BC nahi hoga kyuki India main school certificate se hi kaam chal jaata hai sab jagah.
3. Apostille stamp- 1963 Apostille convention k accordance main.
ye sare formalities 15 din main nahi ho sakte the .Tickets cancelled.Next Dec ki tickets...is beech Praneeta ki mummy ka dehaanth aur mere ghar se opposition aur formalities to hain hi.Fhir se Tickets cancelled.Har baar wahi soch hum nahi mil payenge shayad.

JAB praneeta cook islands aa gayi tab fhir se ummeed jagi ki kuch ho sakta hai. Yahan sirf 3 formalities thi.
1.Original BC
2.MEDICAL
3.POLICE CLEARANCE...but
guidance & support nil ..hum dono hi ek dusre ka sahara the.Mera ghar mere dost mere colleagues sab yahi bolte tum pagla gaya hai ..ghar bar..bhai bandhu...13 saal ki indian railways ki naukri sab chhod k jaane ki baat kar raha hai.Guidance k liye google hi source tha.Fhir jaise taise apne aur pari ki research se main ne sab accomplish kiya..BC ..PC aur medicals.Ab aayi transit visa ki bari nz k liye.Uske liye bhi research kar k sab pata kiya ...papers jama kiye.Immigration officer irresponsible aur irresponsive nikla.10 april ki ticket thi cancel 18 april ki karayi fhir cancel 13 april ki kariyi.9 ko bolta hai abhi 2-3 din lagega to mainne tickets cancel kara k 18 ki karayi 10ki bajaye.Shaam ko msg aata ur passport has been despatched from new delhi.
11 ko passport milta hai visa valid sirf 15 tak ...ab batayye 4 din beech main nahi gaya to 6 mahina fhir se visa apply karne k liye rukna hoga.

usse aage ki story to 72 hours wali hai .

Har din yahi lagta tha aaj kya naya bawaal hone wala hai.Nahi milte to na jane kya hota fhir se koshish karte ya pagla jaate
so many formalities and complications! you forgot to mention about your passport...that was a mission as well


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote