1st December 2004, 01:10 AM
hey gabbar ae jaban muje de
are yaar bahut bad hai ye gabbarsing aap ko is tarah ka majak nahi karna chahiye yaar ye galat tateeka hai tareef karne ka
jara dhyan rakhiye aapni asli jaat pe kyun jate hai
vah sab ghar chhor ke aaye to achha hoga
any way
bye
take care
samaj lo aap to gaye
******************************
hum se badal gaya wo nigaahe
to kya hua zinda hai kitne log mohabbat kiye baghair
|