shukriyaa -
27th May 2006, 02:54 AM
Maikash ji,
aapka likha yeh tutorial bahut pehle padha tha aur aaj fir padha .us din to ise itna nahi samajh paaya tha magar aaj ise kaafi had tak jazb kar paaya hun.us din kaise shukriyaa kehta jab mai achi tarah se samjah nahi paaya tha.
aaj thik waqt aaya hai isiliye mai bhi chalaa aaaya hun, aapke is column se bahut se logon ko roshnai milegi ,likhne ke liye bahut bahut shukriyaa
Aag ab bhi wahi hai
Dard ab bhi wahi hai
Waqt shayad badal gaya hai
Meri shakhshiyat ab bhi wahi hai.
GKS
|