View Single Post
Old
  (#115)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th November 2015, 11:35 AM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
mujhe to sab kuch inspire karta hai bhaisaahab .. aap bhabhi madhu sunita ji, praveen bhai, SDC, facebooK, Suraj , chaand, sab.. maiN bas sab ko dekh ke jumla kashi karta rehta huN .. jo accha lagta hai usme apna experience milata huN .. aur phir use baandh deta huN ..ye duniya khyaaloN se bhari padi hai .. par humeN bas chunna hota hai .. aur jo dil kehta hai use chunn leta huN maiN ,...( bahut khoob)



MaiN ek aisa qaumi taraana likhna chahta huN jo sabko ek kar de.. par bakhuda aise alfaaz aaj tak nahi mile jo khoon maiN alfaaz le aayeN .. koshish to maine bohat kee hai .. par insaallah ek din zaroor qaamyaab hounga..



Kunaal
hame aapke us khaas qaumi tarane ka besabri se intejaar rhega...duaa karte hai ki aap us meiN bahut jaldi kaamyaab hon


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote