Diwane -
15th May 2002, 01:38 PM
Diwane Jo Dil Ke Hote woh bas pyar lutate hain
kisi or ko woh na kabhi rulate hain
har kisi ki zindagi main aksar woh doob jaate hain
har pal woh Sabko dil se hasante hain
rote hain woh akele main par na kisi ko batae hain
har din har pal Woh sabke liye fariyaad gate hain
zindagi pyar ka dooja naam hai yaaron! Ise na karna badnam Ae yaaron. Pyar ke khatir apni zindagi main kar dena jaan kurbaan ae yaaron !!!***
|